SEARCH RESULTS
Showing search results for "karda"
Ghazal MATCHES FOR "karda"
Ghazal
viiraa.n hai mai-kada KHum-o-saaGar udaas hai.n
tum kyaa ga.e ki ruuTh ga.e din bahaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
vo log ab kahaa.n hai.n jo kahte the kal 'faraaz'
he he KHudaa-na-karda tujhe bhii rulaa.e.n ham
Ahmad Faraz
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
har qadam duur hu.ii jaatii hai manzil ham se
raah-e-gum-karda hai.n KHud raah dikhaane vaale
Akhtar Saeed Khan
Ghazal
Qabil Ajmeri
Ghazal
har ek uquubat se hai talKHii me.n savaa-tar
vo rang jo naa-karda gunaaho.n kii sazaa hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
haqiiqat-aashnaa.ii asl me.n gum-karda raahii hai
uruus-e-aagahii parvurda-e-ib.haam hai saaqii
Sahir Ludhianvi
Ghazal
mirii tarah yuu.nhii gum-karda-raah chho.Degii
tum apnii baa.nh na denaa havaa kii baa.nho.n me.n
Fahmida Riaz
Ghazal
naa-karda gunaaho.n kii bhii hasrat kii mile daad
yaa rab agar in karda gunaaho.n kii sazaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
na Gubaar-e-rah-e-manzil hai na aavaaz-e-jaras
kaun mujh rahrav-e-gum-karda-e-nishaa.n tak pahu.nche
Hafeez Hoshiarpuri
Ghazal
haath chhuu luu.n to laraz jaatii hai patte kii tarah
vahii naa-karda-gunaahii pe nadaamat us kii
Shahzad Ahmad
Ghazal
zaalim mire gumaa.n se mujhe munfa.il na chaah
hai hai KHudaa-na-karda tujhe bevafaa kahuu.n
Mirza Ghalib
Ghazal
kabhii mai.n aab ke tamiir-karda qasr me.n huu.n
kabhii havaa me.n banaa.e hu.e se ghar me.n thaa
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
jamaal-e-shab mire KHvaabo.n kii raushnii tak hai
KHudaa-na-karda charaaGo.n kii lau ba.Dhaa na mile
Ada Jafarey
Ghazal
gum-karda-e-vafuur-e-Gam-e-intizaar huu.n
tuu kyaa chhupaa ki mujh ko mujhii se chhupaa diyaa