SEARCH RESULTS
Showing search results for "karda"
Nazm MATCHES FOR "karda"
Nazm
tah-e-nujum
kahii.n KHayaal ke aabaad-karda gulshan me.n
hai ek gul ki hai naa-vaaqif-e-bahaar abhii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
shama
manzil kaa ishtiyaaq hai Gam-karda raah huu.n
a sham.a me.n asiir-e-fareb-e-nigaah huu.n
Allama Iqbal
Nazm
dil mere sahra-naward-e-pir dil
saare naa-karda gunaah is ke mu.aaf
sub.h-e-sahraa shaad-baad
Noon Meem Rashid
Nazm
nae sur ki tamsil
kahii.n kuchh nahii.n
biisat-o-shash-saal dar KHidmat fan basar karda am
Akhtar Usman
Nazm
aazar
terii KHaamosh vafaa.o.n kaa sila kyaa hogaa
mere naa-karda gunaaho.n kii sazaa kyaa hogii
Moin Ahsan Jazbi
Nazm
raat shahr aur uske bachche
kii fauj istimaal karda jism ke maanind Dhiilii
pa.D ga.ii hai
Shamsur Rahman Faruqi
Nazm
insan ki fariyaad
majbuuriyo.n ne Daalaa gardan me.n merii phandaa
KHud-karda-e-vafaa huu.n jaa.n-daada-e-razaa huu.n
Ghulam Bhik Nairang
Nazm
pas-e-taqrib-e-mulaqat
is lataafat-kada-e-kaif me.n afsuu.n hai.n bahut
na tire jism kaa sandal na tire lab ke gulaab
Abdul Ahad Saaz
Nazm
dastur sazi ki koshish
ya.anii pahle se muqarrar-karda mauzuaat par
mumlikat me.n aam kii jaa.e shu.uurii shaa.irii
Raza Naqvi Vahi
Nazm
ba-faiz-e-qaed-e-azam
aur barso.n kii Gulaamii ke shikanjo.n me.n kase
raah-e-gum-karda bhaTakte hu.e insaano.n ko
Nasir Zaidi
Nazm
rah-rau
KHud-faraamosh subuk-dosh-e-amal
apne ajdaad ke naa-karda gunaaho.n kii uquubat se barii
Mohammad Deen Taseer
Nazm
jahan dariya utarta hai
jahaa.n taaraaj hai khetii
jahaa.n qarya uja.Dtaa hai