SEARCH RESULTS
Showing search results for "kartii"
Ghazal MATCHES FOR "kartii"
Ghazal
ruke to gardishe.n us kaa tavaaf kartii hai.n
chale to us ko zamaane Thahar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
tuu jo ai zulf pareshaan rahaa kartii hai
kis ke uj.De hu.e dil me.n hai Thikaanaa teraa
Dagh Dehlvi
Ghazal
milne ko yuu.n to milaa kartii hai.n sab se aa.nkhe.n
dil ke aa jaane ke andaaz judaa hote hai.n
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
jab us kii tasviir banaayaa kartaa thaa
kamraa ra.ngo.n se bhar jaayaa kartaa thaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
agarche be-KHudii-e-ishq ko zamaana hu.aa
'firaaq' kartii rahii kaam vo nazar phir bhii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Wasi Shah
Ghazal
Abbas Tabish
Ghazal
ye zindagii jo mujhe qarz-daar kartii rahii
kahii.n akele me.n mil jaa.e to hisaab karuu.n
Rahat Indori
Ghazal
qaid me.n guzregii jo umr ba.De kaam kii thii
par mai.n kyaa kartii ki zanjiir tire naam kii thii
Parveen Shakir
Ghazal
KHushbuu apne raste KHud tai kartii hai
phuul to Daalii ke ho kar rah jaate hai.n
Waseem Barelvi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
ham ne kaaTii hai.n tirii yaad me.n raate.n aksar
dil se guzrii hai.n sitaaro.n kii baraate.n aksar