SEARCH RESULTS
Showing search results for "kashaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "kashaa.n"
Ghazal
agar na zohra-jabiino.n ke darmiyaa.n guzre
to phir ye kaise kaTe zindagii kahaa.n guzre
Jigar Moradabadi
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
saKHtii kashaan-e-ishq kii puuchhe hai kyaa KHabar
vo log rafta rafta saraapaa alam hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
kashaa.n kashaa.n liye jaatii hai jaanib-e-manzil
nafas kii Dor bhii zanjiir-e-be-sadaa kii tarah
Ahmad Faraz
Ghazal
ho kis ghamanD me.n ai laKHt laKHt diida-varo
tumhe.n bhii qaatil-e-mehnat-kashaa.n kahegaa lahuu
Habib Jalib
Ghazal
jo guzrii mujh pe mat us se kaho hu.aa so hu.aa
balaa-kashaan-e-mohabbat pe jo hu.aa so hu.aa
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
kis taur aa.nsu.o.n me.n nahaate hai.n Gam-kashaa.n
is aab-e-garm me.n to na u.nglii Dubo.iye
Meer Taqi Meer
Ghazal
ravaa.n davaa.n liye jaatii hai aarzuu-e-visaal
kashaa.n kashaa.n tire nazdiik aa.e jaate hai.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
baadaa-kashaan-e-ishq ko kuchh to milaa pa.e-sukuu.n
husn-e-sahar na le sake jalva-e-shaam le liyaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
Iqbal Azeem
Ghazal
le jaate hai.n mujhe suu-e-dozaKH kashaa.n kashaa.n
roze mire idhar hai.n udhar hai qazaa namaaz
Ahmad Husain Mail
Ghazal
havaa-e-kuucha-e-qaatil se bas nahii.n chaltaa
kashaa.n-kashaa.n liye jaataa hai valvala dil kaa
Yagana Changezi
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
vo ham se aaj bhii daaman-kashaa.n chale hai miyaa.n
kisii pe zor hamaaraa kahaa.n chale hai miyaa.n
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
tujh se daaman-kashaa.n nahii.n huu.n mai.n
ai zamii.n aasmaa.n nahii.n huu.n mai.n
Saba Akbarabadi
Ghazal
kahaa.n kahaa.n liye phirtaa kashaa.n kashaa.n mujh ko
lipaT gayaa hai mire paa.nv se miraa saaya
Aslam Ansari
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
kyaa kyaa zabaa.n-daraaz charaaG anjuman me.n the
daaman-kashaa.n tum aa.e to KHaamosh ho ga.e