SEARCH RESULTS
Showing search results for "kashf"
Ghazal MATCHES FOR "kashf"
Ghazal
aa.nkho.n me.n rahaa dil me.n utar kar nahii.n dekhaa
kashtii ke musaafir ne samundar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
na saahbaan-e-junuu.n hai.n na ahl-e-kashf-o-kamaal
hamaare ahd me.n aa.ii.n kasaafate.n kaisii
Obaidullah Aleem
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
fikr-e-taKHliiq-e-suKHan masnad-e-raahat pe hafiiz
baa.is-e-kashf-o-karaamaat nahii.n hotii hai
Hafeez Jalandhari
Ghazal
gum ho ke har jagah hai.n za-KHud raftagaan-e-ishq
un kii bhii ahl-e-kashf-o-karaamaat zaat hai
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
tire siine se mire siine me.n aayaat utre.n
suura-e-kashf-o-karaamaat mukammal ho jaa.e
Waheed Akhtar
Ghazal
jo but-kade me.n the vo saahibaan-e-kashf-o-kamaal
haram me.n aa.e to kashf-o-kamaal se bhii ga.e
Aziz Hamid Madni
Ghazal
hai tire kashf-o-karaamaat kii duniyaa qaa.il
tujh se ai dil na magar kaam hamaaraa niklaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ret par phe.nk ga.ii 'aql kii gustaaKH-labii
phir kabhii kashf-o-karaamaat kaa dariyaa na khulaa
Mustafa Zaidi
Ghazal
Aziz-ur-Rahman Shaheed Fatehpuri
Ghazal
nigah-e-yaar se paa lete hai.n dil kii baate.n
shohrat-e-kashf-o-karaamaat chalii jaatii hai
Hasrat Mohani
Ghazal
tasavvur munkashif-az-baam ho jaane se Dartaa huu.n
ataa-e-kashf ke itmaam ho jaane se Dartaa huu.n
Ali Muzammil
Ghazal
aaKHir ko jo dekhaa to hu.e KHaak kii Dherii
do din kii hu.ii kashf-o-karaamaat to phir kyaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
fazaa.o.n me.n kashf ke diye jhilmilaa rahe hai.n
havaa.o.n me.n Gaib ke ishaare hai.n us kinaare
Unknown
Ghazal
bhuule hai.n har sanam ke karishme pe hosh kuu.n
in zaahido.n me.n kashf-o-karaamat nahii.n rahii
Siraj Aurangabadi
Ghazal
har ek shaaKH pe jab saa.np kaa gumaa.n guzre
faqiir kashf o karaamaat chho.D dete hai.n