SEARCH RESULTS
Showing search results for "kashish"
Ghazal MATCHES FOR "kashish"
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
tere chehre kii kashish thii ki palaT kar dekhaa
varna suuraj to dobaara nahii.n dekhaa jaataa
Mohsin Naqvi
Ghazal
maut ke darinde me.n ik kashish to hai 'sarvat'
log kuchh bhii kahte ho.n KHud-kushii ke baare me.n
Sarvat Husain
Ghazal
Jaleel Manikpuri
Ghazal
paanii me.n vo kashish hai ki allaah kii panaah
rassii kaa haath thaame gha.Daa bhii utar gayaa
Munawwar Rana
Ghazal
terii aa.nkho.n kii kashish kaise tujhe samjhaa.uu.n
in charaaGo.n ne mirii nii.nd u.Daa rakkhii hai
Iqbal Ashhar
Ghazal
bichha.D ke mujh se tum apnii kashish na kho denaa
udaas rahne se chehraa KHaraab hotaa hai
Waseem Barelvi
Ghazal
khi.nche KHud-baKHud jaanib-e-tuur muusaa
kashish terii ai shauq-e-diidaar kyaa thii
Allama Iqbal
Ghazal
Shahzad Qais
Ghazal
hikaayat-e-Gam-e-dil kuchh kashish to rakhtii hai
zamaana Gaur se suntaa hu.aa lage hai mujhe
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
har shai qariib aa ke kashish apnii kho ga.ii
vo bhii ilaaj-e-shauq-e-gurezaa.n na kar sake
Sahir Ludhianvi
Ghazal
vo sub.h kaa ehsaas ho yaa merii kashish ho
Duubaa hu.aa KHurshiid lab-e-baam to aayaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
ye hu.aa tuu ki har ik shai kii kashish maa.nd pa.Dii
magar is mo.D pe aane me.n bahut der lagii
Yasmeen Hameed
Ghazal
jise mai.n dekh chukaa us ko log kyuu.n dekhe.n
na chho.Dii ko.ii bhii baaqii kashish nazaare me.n
Iqbal Sajid
Ghazal
liye jaatii hai kahii.n ek tavaqqo' 'Gaalib'
jaada-e-rah kashish-e-kaaf-e-karam hai ham ko
Mirza Ghalib
Ghazal
mai.n tez-gaam chalii jaa rahii thii us kii samt
kashish ajiib thii us dasht kii sadaa.o.n me.n
Fahmida Riaz
Ghazal
din ko sotii hai mohabbat kii kashish aa.nkho.n me.n
raat ko chaa.nd sitaaro.n kii kahaanii maa.nge