SEARCH RESULTS
Showing search results for "kau.dii"
Ghazal MATCHES FOR "kau.dii"
Ghazal
anmol jo insaa.n thaa vo kau.Dii me.n bikaa hai
duniyaa ke ka.ii aise bhii baazaar mile hai.n
Hakeem Nasir
Ghazal
KHidmat me.n tirii nazr ko kyaa laa.e.n ba-juz dil
ham rind to kau.Dii nahii.n rakhte hai.n kafan ko
Hairat Allahabadi
Ghazal
Afzaal Firdaus
Ghazal
bikne motii lage baazaar me.n kau.Dii kau.Dii
yaad me.n terii zi-bas chashm-e-guhar-baar hu.e
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
pacchiisii bahut kheltii ho Gair se ai jaa.n
kau.Dii kii na ho jaa.e kahii.n baat tumhaarii
Muneer Shikohabadi
Ghazal
ik roz zar-o-siim ke ambaar bhii the hech
bikne pe jo aayaa huu.n to kau.Dii pe bikaa huu.n
Fakhr Zaman
Ghazal
mah.ngaa.ii me.n har ik shai ke daam hu.e hai.n duune
majbuurii me.n bike javaanii do kau.Dii ke mol
Chaman Lal Chaman
Ghazal
be-KHabar hai ki nahii.n haath me.n phuuTii-kau.Dii
maa.n jise god me.n biimaar liye phirtii hai
Naqqash Abidi
Ghazal
fauj-e-mizhgaa.n me.n mere KHuu.n ke liye
chashm kii gardish se kau.Dii phir ga.ii
Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi
Ghazal
Nawaz Asimi
Ghazal
Shad Lakhnavi
Ghazal
Navak Lakhnavi
Ghazal
kau.Dii ke bhaav biktaa hai is daur me.n zamiir
insaan kaa vajuud hii baazaar ho gayaa
Irshad Aziz
Ghazal
kahne ko to baazaar kii ham jins-e-giraa.n hai.n
lekin hame.n kau.Dii pe KHariidaar uThaa le.n
Fakhr Zaman
Ghazal
saltanat faqr kii jin ko hii nahii.n pesh-e-nigaah
kau.Dii aur ashrafii yaksaa.n-nazarii rahtii hai