SEARCH RESULTS
Showing search results for "kau.dii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "kau.dii"
Nazm
muflisi
us KHuub-ruu ko kaun de ab daam aur diram
jo kau.Dii kau.Dii bose ko raazii ho dam-ba-dam
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
anmol jo insaa.n thaa vo kau.Dii me.n bikaa hai
duniyaa ke ka.ii aise bhii baazaar mile hai.n
Hakeem Nasir
Mazahiya
motor hai jin ke paas vo ahl-e-yaqiin hai.n
paidal hai.n jitne log vo kau.Dii ke tiin hai.n
Saghar Khayyami
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "kau.dii"
Nazm
KHushamad
haq to ye hai ki KHushaamad se KHudaa raazii hai
kau.Dii paise o Take zar kii KHushaamad kiije
Nazeer Akbarabadi
Nazm
fana
tarkaarii saag paat zahr amrit aur davaa
zar siim kau.Dii laal zamurrad aur in savaa
Nazeer Akbarabadi
Mazahiya
Qateel Shifai
Ghazal
KHidmat me.n tirii nazr ko kyaa laa.e.n ba-juz dil
ham rind to kau.Dii nahii.n rakhte hai.n kafan ko
Hairat Allahabadi
Nazm
thoDa thoDa mil kar bahut ho jata hai
yuu.nhii phu.iyo.n phu.iyo.n bhare jhiil taal
yuu.nhii kau.Dii kau.Dii hu.aa jam.a maal


