SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaukab-e-bakht-e-sa.aadat"
Ghazal MATCHES FOR "kaukab-e-bakht-e-sa.aadat"
Ghazal
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
ban gayaa KHaal-e-jabii.n kaukab-e-baKHt-e-yuusuf
kis taraqqii pe tiraa husn-e-KHudaa-daad aayaa
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Ghazal
Hasan Bakht
Ghazal
ham ko dushvaar thaa phir ruu-e-zamii.n par rahnaa
kaukab-e-baKHt hamaare jo shahaabii hote
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Kokab Muradabadi
Ghazal
zabt-e-Gam se laakh apnii jaan par ban aa.e hai
haa.n magar ye izzat-e-saadaat to rah jaa.e hai
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
ruKH-e-jaanaa.n kaa jo rahtaa hai tasavvur 'aarif'
kaukab-e-baKHt hai ye diida-e-hairaa.n meraa
Zain-ul-Abideen Khan Arif
Ghazal
ai 'nuur' mujhe kuchh to bharosa hai zabaa.n par
kuchh baKHt-e-sa.aadat mujhe garmaa.e hu.e hai
Noor Mohammad Noor
Ghazal
aaj kyo.n naGma-e-lai me.n hai fuGaa.n kaa andaaz
terii mahfil me.n kahii.n 'kaukab'-e-naashaad na ho
Kokab Muradabadi
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
kis qadar maayuus hai meraa junuun-e-be-karaa.n
'baKHt' aaKHir vus.at-e-daamaan-e-sahraa kuchh to ho
Hasan Bakht
Ghazal
zahraab ban chukaa hai ye ehsaas-e-aagahii
ab kis ko baKHt dard kaa darmaa.n banaa.e.n ham
Hasan Bakht
Ghazal
unhii.n vaadiyo.n kii rulaatii hai.n yaade.n
jinhe.n 'baKHt' ham gul-fishaa.n chho.D aa.e
Hasan Bakht
Ghazal
'baKHt' shikva kyaa kare.n ahl-e-sitam ke jaur kaa
ahl-e-dil ne giit marg-e-aabruu par gaa.e hai.n
Hasan Bakht
Ghazal
hamaaraa 'baKHt' hai zabt-e-davaam kii tafsiir
yahaa.n numaa.ish-e-soz-e-daruu.n nahii.n hotii
Hasan Bakht
Ghazal
sun.ne vaale kaa zaraa husn-e-samaa.at dekhiye
aa ga.ii pardo.n ke baahar saaz kii aavaaz bhii