SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaukaba-e-shahryaar"
Ghazal MATCHES FOR "kaukaba-e-shahryaar"
Ghazal
ro.ndii hu.ii hai kaukaba-e-shahryaar kii
itraa.e kyuu.n na KHaak sar-e-rahguzaar kii
Mirza Ghalib
Ghazal
na dastake.n na sadaa kaun dar pe aayaa hai
faqiir-e-shahr hai yaa shahryaar dekhiyegaa
Ahmad Shahryar
Ghazal
Ahmad Shahryar
Ghazal
qalam uThaayaa to sar par kulaah-e-kaj na rahii
ye shahryaar bhii fikr-e-ma.aash me.n Duubaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
dekhiye kab tak rahe kaj-kulah-e-shahryaar
ye ravish-e-taajdaar dekhiye kab tak rahe
Mujeeb Khairabadi
Ghazal
tuu jaag jaa.egaa to sabhii jaag jaa.e.nge
ai shahryaar jaag zaraa shahr ko bachaa
Taimur Hasan
Ghazal
farmaan-e-shahryaar kii parvaa nahii.n mujhe
iimaan-e-aashiqaa.n ho to 'aabid' pa.Dhe Gazal
Syed Aabid Ali Aabid
Ghazal
farmaan-e-shahryaar kii parvaa nahii.n mujhe
iimaa-e-aashiqaa.n ho to 'aabid' pa.Dhe Gazal
Syed Aabid Ali Aabid
Ghazal
KHairaat baT rahii thii dar-e-shahryaar par
sunte hai.n ab ke bhiik sikandar bhii le gayaa
Saghar Azmi
Ghazal
ai shahryaar ham se shikasta-dilo.n me.n aa
terii taraf se KHalq ko hai husn-e-zan abhii
Ehsan Danish Kandhlvi
Ghazal
ham bhii umiid-vaar hai.n ai shahryaar-e-dil
ham ko bhii to bulaa.o zaraa shahr-e-zehn me.n
Mohammad Tariq Ghazi
Ghazal
har aastaa.n pe likhkhaa hai ab naam-e-shahr-yaar
vaabistagaan-e-dil kai liye ko.ii jaa nahii.n
Zehra Nigaah
Ghazal
Azhar Ghauri Nadwi
Ghazal
ai shahryaar-e-shahr-e-nigaaraa.n mujhe bataa
har roz kyaa jamaal nayaa dekhtaa huu.n mai.n
Asim Wasti
Ghazal
aaj kyo.n naGma-e-lai me.n hai fuGaa.n kaa andaaz
terii mahfil me.n kahii.n 'kaukab'-e-naashaad na ho
Kokab Muradabadi
Ghazal
Kokab Muradabadi
Ghazal
Kokab Muradabadi
Ghazal
diida-e-bedaar 'kaukab' faizyaab-e-nuur hai
uTh ga.e ya.anii nigaaho.n se hijaab-e-raaz bhii