SEARCH RESULTS
Showing search results for "kesho.n"
Ghazal MATCHES FOR "kesho.n"
Ghazal
ham vafaa-kesho.n kaa iimaa.n bhii hai parvaana-sifat
sham-e-mahfil jo vo kaafir na rahaa aur sahii
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
raast-kesho.n kii tuf-e-aah se Dar ai sarkash
tiir phirtaa nahii.n jis vaqt nishaa.n par aayaa
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
saaya piipal saa hai dam lene ko 'vaqaar'
mahak niraalii sii hai ghanere kesho.n me.n
Waqar Tahiri
Ghazal
ab to allaah nigahbaa.n hai vafaa kesho.n kaa
choT khaa.ii hai kuchh aisii ki dikhaa bhii na sakuu.n
Nazish Sahsarami
Ghazal
ham vafaa-kesho.n ke dam se hai ye satvat ye uruuj
aap ke ham hai.n to ye jaah-o-hasham aap ke hai.n
Iftikhar Ahamad Siddiqi
Ghazal
Khumar Barabankavi
Ghazal
ga.e dino.n kii laash par pa.De rahoge kab talak
alam-kasho uTho ki aaftaab sar pe aa gayaa
Nasir Kazmi
Ghazal
Gam-e-firaaq ke kushto.n kaa hashr kyaa hogaa
ye shaam-e-hijr to ho jaa.egii sahar phir bhii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
jannat hai terii teG ke kushto.n kii muntazir
jauhar savaad-e-jalva-e-mizhgaan-e-huur thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
shahr kuucho.n me.n karo hashr bapaa aaj ki ham
us ke va.ado.n ko bhulaane ke liye nikle hai.n
Jaun Eliya
Ghazal
Unknown
Ghazal
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
baada-kasho.n ko dete hai.n saaGar ye puuchh kar
kis ko zakaat-e-nargis-e-mastaana chaahiye