SEARCH RESULTS
Showing search results for "kesho.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "kesho.n"
Ghazal
ham vafaa-kesho.n kaa iimaa.n bhii hai parvaana-sifat
sham-e-mahfil jo vo kaafir na rahaa aur sahii
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
raast-kesho.n kii tuf-e-aah se Dar ai sarkash
tiir phirtaa nahii.n jis vaqt nishaa.n par aayaa
Mohammad Rafi Sauda
Kulliyat
Meer Taqi Meer
PAGE MATCHES FOR "kesho.n"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "kesho.n"
Ghazal
saaya piipal saa hai dam lene ko 'vaqaar'
mahak niraalii sii hai ghanere kesho.n me.n
Waqar Tahiri
Ghazal
ab to allaah nigahbaa.n hai vafaa kesho.n kaa
choT khaa.ii hai kuchh aisii ki dikhaa bhii na sakuu.n
Nazish Sahsarami
Ghazal
ham vafaa-kesho.n ke dam se hai ye satvat ye uruuj
aap ke ham hai.n to ye jaah-o-hasham aap ke hai.n