SEARCH RESULTS
Showing search results for "key-pad"
Ghazal MATCHES FOR "key-pad"
Ghazal
kahii.n zamiin ke paar aur aasmaan ke paar
parinde Dhuu.nD rahe hai.n ghar is jahaan ke paar
Amit Satpal Tanwar
Ghazal
pyaase ke paas raat samundar pa.Daa hu.aa
karvaT badal rahaa thaa baraabar pa.Daa hu.aa
Iqbal Sajid
Ghazal
jagmagaatii raushnii ke paar kyaa thaa dekhte
dhuul kaa tuufaa.n a.ndhere bo rahaa thaa dekhte
Ambar Bahraichi
Ghazal
kab talak tum na.ii parvaaz ke par tologe
par tarashvaa.oge tab apnaa qafas khologe
Suhail Naqsh
Ghazal
falak ke paar mire aks kaa KHazaana hai
fanaa ke shahr me.n meraa kahaa.n Thikaana hai
Tariq Sindhi
Ghazal
armaan KHaak ho ga.e chaahat ke pal ga.e
jitne hasiin KHvaab the ashko.n me.n Dhal ga.e
Shahzad chandauswi
Ghazal
havaa ke paas bas ik taaziyaana hotaa hai
isii se shahr o shajar ko Daraanaa hotaa hai
Asad Badayuni
Ghazal
nadii ke paar ujaalaa dikhaa.ii detaa hai
mujhe ye KHvaab hamesha dikhaa.ii detaa hai
Ameer Qazalbash
Ghazal
falak ke paar u.Daano.n kii had nahii.n hotii
vagarna duusrii jaanib bhii ik zamii.n hotii