SEARCH RESULTS
Showing search results for "khaa"
Ghazal MATCHES FOR "khaa"
Ghazal
ko.ii itnaa pyaaraa kaise ho saktaa hai
phir saare kaa saaraa kaise ho saktaa hai
Jawad Sheikh
Ghazal
dil ke luTne kaa sabab puuchho na sab ke saamne
naam aa.egaa tumhaaraa ye kahaanii phir sahii
Masroor Anwar
Ghazal
Nasir Kazmi
Ghazal
yaqii.n ye hai haqiiqat khul rahii hai
gumaa.n ye hai ki dhoke khaa rahaa huu.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
log har baat kaa afsaana banaa dete hai.n
ye to duniyaa hai mirii jaa.n ka.ii dushman ka.ii dost
Ahmad Faraz
Ghazal
zo.af me.n taana-e-aGyaar kaa shikva kyaa hai
baat kuchh sar to nahii.n hai ki uThaa bhii na sakuu.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Rahat Indori
Ghazal
tum ko bhulaa rahii thii ki tum yaad aa ga.e
mai.n zahr khaa rahii thii ki tum yaad aa ga.e