SEARCH RESULTS
Showing search results for "khaa.e.n"
Ghazal MATCHES FOR "khaa.e.n"
Ghazal
laag ho to us ko ham samjhe.n lagaa.o
jab na ho kuchh bhii to dhokaa khaa.e.n kyaa
Mirza Ghalib
Ghazal
sar dosto.n kaa kaaT ke rakhte hai.n saamne
Gairo.n se puuchhte hai.n qasam kis kii khaa.e.n ham
Dagh Dehlvi
Ghazal
va.ade ke e'tibaar me.n taskiin-e-dil to hai
ab phir vahii fareb na khaa.e.n to kyaa kare.n
Akhtar Shirani
Ghazal
ham laakh qasme.n khaa.e.n na milne kii sab Galat
vo duur hii se dil ko lubhaa.e.n to kyaa kare.n
Akhtar Shirani
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
zaKHm bhii khaa.e.n raqiibo.n ko du.aa.e.n bhii de.n
itnii maKHduush sharaafat nahii.n hogii ham se
Iqbal Azeem
Ghazal
logo.n ko aa.iina dikhlaa.e.n na patthar khaa.e.n
archimedes ke liye bath kaa tub achchhaa hai
Idris Babar
Ghazal
phuulte-phalte hai.n jazbe dard ke maahaul me.n
zaKHm khaa.e.n to nikharte hai.n suKHan-var aur bhii
Naz Khialvi
Ghazal
Syed Arif Ali Arif
Ghazal
Kafeel Aazar Amrohvi
Ghazal
Kaleem Aajiz
Ghazal
gard ke laDDuu pe.De gande bachche khaa.e.n
raanii billii duudh jalebii khaatii hai
Bashir Badr
Ghazal
na kar KHudaa ke liye baar baar zikr-e-bahisht
ham aasmaa.n kaa mukarrar fareb kyuu.n khaa.e.n
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
Muslim Shameem
Ghazal
aKHroT khaa.e.n taape.n a.ngeThii pe aag aa
raste tamaam gaa.nv ke kohre se aT ga.e