SEARCH RESULTS
Showing search results for "khaaliq"
Ghazal MATCHES FOR "khaaliq"
Ghazal
KHizr-sultaa.n ko rakhe KHaaliq-e-akbar sarsabz
shaah ke baaG me.n ye taaza nihaal achchhaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
hujuum kyuu.n hai ziyaada sharaab-KHaane me.n
faqat ye baat ki piir-e-muGaa.n hai mard-e-KHaliiq
Allama Iqbal
Ghazal
Deepti Mishra
Ghazal
aisii mantiq se to diivaangii behtar 'akbar'
ki jo KHaaliq kii taraf dil ko jhukaa hii na sake
Akbar Allahabadi
Ghazal
tire karam se yahaa.n bhii mujhe mayassar hai
jo zaahido.n kii 'ibaadat me.n Daaltaa hai KHalal
Ahmad Faraz
Ghazal
Behzad Lakhnavi
Ghazal
aap to aap hai.n KHaaliq bhii hamaaraa hotaa
ham zaruurat me.n kisii ko na pukaare hote
Adeem Hashmi
Ghazal
biite hu.e lamhaat ko pahchaan me.n rakhnaa
murjhaa.e hu.e phuul bhii gul-daan me.n rakhnaa
Anjum Khaleeq
Ghazal
Zain-ul-Abideen Khan Arif
Ghazal
ilm KHaaliq kaa KHazaana hai miyaan-e-kaaf-o-nuun
ek kun kahne se ye kaun-o-makaa.n paidaa hu.e
Meer Anees
Ghazal
Bhartendu Harishchandra
Ghazal
kyaa ye insaaf hai ai KHaaliq-e-sub.h-e-gulshan
ko.ii ha.nstaa hai ko.ii girya-kunaa.n hotaa hai
Amir Usmani
Ghazal
naza.a kaa vaqt buraa vaqt hai KHaaliq kii panaah
hai vo saa.at ki qayaamat se sivaa hotii hai
Akbar Allahabadi
Ghazal
raat kaa karb hai gulbaa.ng-e-sahar kaa KHaaliq
pyaar kaa giit hai ye dard ujaalo.n ke liye
Farigh Bukhari
Ghazal
'daanish' inkaar KHaaliq se hotaa nahii.n
dekhtaa huu.n mai.n jab aadmii kii taraf
Ehsan Danish
Ghazal
KHamoshii to.D de ai KHaaliq-e-arz-o-samaa ab
tirii maKHluuq ban baiThii KHudaa hai intihaa hai
Tahir Adeem
Ghazal
mai.n bhii aisaa huu.n ki KHaaliq kii panaah
tum bhii aise ho ki bas tauba bhalii