SEARCH RESULTS
Showing search results for "khaane"
Ghazal MATCHES FOR "khaane"
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
log TuuT jaate hai.n ek ghar banaane me.n
tum taras nahii.n khaate bastiyaa.n jalaane me.n
Bashir Badr
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
'zauq' jo madrase ke big.De hu.e hai.n mullaa
un ko mai-KHaane me.n le aa.o sa.nvar jaa.e.nge
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
zindagii ham tire daaGo.n se rahe sharminda
aur tuu hai ki sadaa aa.iina-KHaane maa.nge
Ahmad Faraz
Ghazal
ik sirf hamii.n mai ko aa.nkho.n se pilaate hai.n
kahne ko to duniyaa me.n mai-KHaane hazaaro.n hai.n
Shahryar
Ghazal
ka.abe me.n musalmaan ko kah dete hai.n kaafir
but-KHaane me.n kaafir ko bhii kaafir nahii.n kahte
Bismil Saeedi
Ghazal
hamaare baa'd jo aa.e.n unhe.n mubaarak ho
jahaa.n the kunj vahaa.n kaar-KHaane ho ga.e hai.n
Jaun Eliya
Ghazal
sunaa hai Gair kii mahfil me.n tum na jaa.oge
kaho to aaj sajaa luu.n Gariib-KHaane ko
Qamar Jalalvi
Ghazal
nashsha aisaa thaa ki mai-KHaane ko duniyaa samjhaa
hosh aayaa to KHayaal aayaa ki ghar jaanaa hai
Rahat Indori
Ghazal
duur se aa.e the saaqii sun ke mai-KHaane ko ham
bas taraste hii chale afsos paimaane ko ham
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Saghar Siddiqui
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
tiin sau saal se hai.n hind ke mai-KHaane band
ab munaasib hai tiraa faiz ho aam ai saaqii