SEARCH RESULTS
Showing search results for "khaane"
Nazm MATCHES FOR "khaane"
Nazm
jawab-e-shikwa
bijliyaa.n jis me.n ho.n aasuuda vo KHirman tum ho
bech khaate hai.n jo aslaaf ke madfan tum ho
Allama Iqbal
Nazm
kutte
ye har ek kii Thokare.n khaane vaale
ye faaqo.n se uktaa ke mar jaane vaale
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
dosti ka hath
tumhaare aa.ina-KHaane bhii za.ng-aaluuda
mire suraahii o saaGar bhii gard gard se hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
parchhaiyan
vo pe.D jin ke tale ham panaah lete the
kha.De hai.n aaj bhii saakit kisii amii.n kii tarah
Sahir Ludhianvi
Nazm
KHizr-e-rah
ye tagaa-puu-e-damaadam zindagii kii hai daliil
ai rahiin-e-KHaana tuu ne vo samaa.n dekhaa nahii.n
Allama Iqbal
Nazm
hamesha qatl ho jata hun main
bisaat-e-zindagii to har gha.Dii bichhtii hai uThtii hai
yahaa.n par jitne KHaane jitne ghar hai.n
Jaun Eliya
Nazm
ek shahanshah ne banwa ke
ik shahanshaah ne banvaa ke hasii.n taaj-mahal
taaj vo sham.a hai ulfat ke sanam-KHaane kii
Shakeel Badayuni
Nazm
teri aawaz
shahad saa ghul gayaa talKHaaba-e-tanhaa.ii me.n
ra.ng saa phail gayaa dil ke siyah-KHaane me.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
intizar
aa ga.ii thii dil-e-muztar me.n shakebaa.ii sii
baj rahii thii mire Gam-KHaane me.n shahnaa.ii sii
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
iltija-e-musafir
chalii hai le ke vatan ke nigaar-KHaane se
sharaab-e-ilm kii lazzat kashaa.n kashaa.n mujh ko
Allama Iqbal
Nazm
ek pahaD aur gilahri
nahii.n hai chiiz nikammii ko.ii zamaane me.n
ko.ii buraa nahii.n qudarat ke kaar-KHaane me.n