SEARCH RESULTS
Showing search results for "khajuur"
Ghazal MATCHES FOR "khajuur"
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
kaun rotaa hai kisii aur kii KHaatir ai dost
sab ko apnii hii kisii baat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
saaya hai kam khajuur ke uu.nche daraKHt kaa
ummiid baa.ndhiye na ba.De aadmii ke saath
Kaif Bhopali
Ghazal
Hammad Niyazi
Ghazal
ye meraa KHaak me.n milnaa basaa Ganiimat hai
ki mai.n ne ijz kii KHaatir bahut Guruur kiyaa
Abbas Tabish
Ghazal
Pagal Adilabadi
Ghazal
Natiq Lakhnavi
Ghazal
dil-o-nazar me.n hii apne KHeme lagaa liye hai.n
hame.n KHabar hai ki raasta hai KHaraab aage
Hasan Abbasi
Ghazal
is gaa.nv ke nasheb me.n bahtii hai ik nadii
naddii pe ek pe.D jhukaa hai khajuur kaa
Nasir Shahzad
Ghazal
bas is liye hii to vo raaz mai.n ne raaz rakhaa
mujhe KHabar hai ki teraa qusuur niklegaa
Zubair Ahmad Tanha Malik Rampuri
Ghazal
besh az do harf apnii nahii.n daastaan-e-dard
ham gir ke aasmaan se aTke khajuur me.n
Ameen Hazin
Ghazal
tabhii to zehn pe haavii hai ishq-e-sahraa.ii
azal se dil ke maraasim rahe khajuur se bhii
Faisal Nadeem Faisal
Ghazal
pa.Dii hu.ii khajuur se nabiiz kaise ban ga.ii
rukaa hu.aa KHayaal harf-e-na.at kaise ho gayaa
Hina Ambareen
Ghazal
Ata Lucknowi
Ghazal
jannat se uktaa.e hu.e do dil duniyaa me.n ram ga.e
aasmaan se girne vaale aa ke khajuur me.n aTke