SEARCH RESULTS
Showing search results for "kharaabii"
Ghazal MATCHES FOR "kharaabii"
Ghazal
ta.aliim kaa shor aisaa tahziib kaa Gul itnaa
barkat jo nahii.n hotii niyyat kii KHaraabii hai
Akbar Allahabadi
Ghazal
junuu.n me.n jitnii bhii guzrii ba-kaar guzrii hai
agarche dil pe KHaraabii hazaar guzrii hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
girya chaahe hai KHaraabii mire kaashaane kii
dar o diivaar se Tapke hai bayaabaa.n honaa
Mirza Ghalib
Ghazal
nigah-e-yaar ne kii KHaana-KHaraabii aisii
na Thikaanaa hai jigar kaa na Thikaanaa dil kaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
is ko qismat kii KHaraabii hii kahaa jaa.egaa
aap kaa shahr me.n aanaa miraa baahar honaa
Munawwar Rana
Ghazal
roz maamuura-e-duniyaa me.n KHaraabii hai 'zafar'
aisii bastii ko to viiraana banaayaa hotaa
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
mohabbato.n ke dino.n kii yahii KHaraabii hai
ye ruuTh jaa.e.n to phir lauT kar nahii.n aate
Waseem Barelvi
Ghazal
is shahr-e-KHaraabii me.n Gam-e-ishq ke maare
zinda hai.n yahii baat ba.Dii baat hai pyaare
Habib Jalib
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
kam se kam ye to bataa de ki kidhar jaa.egii
kar ke ai KHaana-KHaraabii mirii barbaad mujhe
Munawwar Rana
Ghazal
kisii haalat me.n bhii tanhaa nahii.n hone detii
hai yahii ek KHaraabii mirii tanhaa.ii kii
Farhat Ehsas
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
aap kii aa.nkh agar aaj gulaabii hogii
merii sarkaar ba.Dii saKHt KHaraabii hogii
Abdul Hamid Adam
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Munawwar Rana
Ghazal
hasrat ai zauq-e-KHaraabii ki vo taaqat na rahii
ishq-e-pur-arbada kii guu.n tan-e-ranjuur nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
hastii kii KHaraabii nazar aatii jo adam me.n
us KHvaab se hargiz ko.ii bedaar na hotaa