SEARCH RESULTS
Showing search results for "kharaabii"
Nazm MATCHES FOR "kharaabii"
Nazm
daraKHt-e-zard
mirii paikaar azal se
ye 'KHusro' 'miir' 'Gaalib' kaa KHaraaba bechtaa kyaa hai
Jaun Eliya
Nazm
muflisi
ye KHvaarii ye KHaraabii dikhaatii hai muflisii
ko.ii shuum be-hayaa ko.ii bolaa nikhaTTuu hai
Nazeer Akbarabadi
Nazm
sham
Dhuu.nDhtaa hai jo KHaraabii ke bahaane kab se
chaak-e-har-baam har ik dar kaa dam-e-aaKHir hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
saman diwali ka
to zar se hotii hai aur zar baGair hotii hai
jo haare un pe KHaraabii kii fair hotii hai
Nazeer Akbarabadi
Nazm
numaish-e-aligarh
jo laataa hai dil par KHaraabii kaa aalam
kisii kaa vo chehre se aa.nchal uThaanaa
Shakeel Badayuni
Nazm
KHushamad
paarsaa rind KHaraabii kii KHushaamad kiije
jo KHushaamad kare KHalq us se sadaa araazii hai
Nazeer Akbarabadi
Nazm
allahabad se
ba-sad aavaargii yaa sad tabaahii
ba-sad KHaana-KHaraabii aa gayaa hai
Asrarul Haq Majaz
Nazm
karachi ka mawasalati mushaira
be-shak mavaasalaatii qadam inqilaabii hai
aTke jahaa.n pe kah diyaa fannii KHaraabii hai
Khalid Irfan
Nazm
urdu
ab bhii chhaa jaatii hai har ruuh pe mastii ban kar
is KHaraabii me.n bhii afsuun-e-javaa.n hai urdu
Anjum Azmi
Nazm
telewision
aaj phir fannii KHaraabii ho ga.ii do-chaar baar
intizaar o intizaar o intizaar o intizaar
Khalid Irfan
Nazm
KHanjar talash karta hai
KHuluus-e-diin ko ba.ad-az-KHaraabi-e-bisyaar
zamaana aaj mukarrar talaash kartaa hai
Bebak Bhojpuri
Nazm
kitab ka kiDa
ghun saath hii gehuu.n ke hai pista hu.aa dekhaa
bargashta varaq laa na sakaa tujh pe KHaraabii
Aziz Hamid Madni
Nazm
nusKHe
gale me.n KHaraabii hai nazle ke maare
to namkiin paanii ke kar le Garaare
Kaif Ahmed Siddiqui
Nazm
kya chahta hun
ki ho KHaana-e-dil kii mere KHaraabii
haziimat ho yaa muzhda-e-kaamyaabii