SEARCH RESULTS
Showing search results for "kharaabii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "kharaabii"
Ghazal
ta.aliim kaa shor aisaa tahziib kaa Gul itnaa
barkat jo nahii.n hotii niyyat kii KHaraabii hai
Akbar Allahabadi
Ghazal
junuu.n me.n jitnii bhii guzrii ba-kaar guzrii hai
agarche dil pe KHaraabii hazaar guzrii hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
girya chaahe hai KHaraabii mire kaashaane kii
dar o diivaar se Tapke hai bayaabaa.n honaa
Mirza Ghalib
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "kharaabii"
Ghazal
is ko qismat kii KHaraabii hii kahaa jaa.egaa
aap kaa shahr me.n aanaa miraa baahar honaa
Munawwar Rana
Sher
kisii haalat me.n bhii tanhaa nahii.n hone detii
hai yahii ek KHaraabii mirii tanhaa.ii kii
Farhat Ehsas
Ghazal
roz maamuura-e-duniyaa me.n KHaraabii hai 'zafar'
aisii bastii ko to viiraana banaayaa hotaa
Bahadur Shah Zafar
Sher
haath duniyaa kaa bhii hai dil kii KHaraabii me.n bahut
phir bhii ai dost tirii ek nazar se kam hai
Idris Babar
Ghazal
mohabbato.n ke dino.n kii yahii KHaraabii hai
ye ruuTh jaa.e.n to phir lauT kar nahii.n aate
Waseem Barelvi
Quote
Mushtaq Ahmad Yusufi
Nazm
muflisi
ye KHvaarii ye KHaraabii dikhaatii hai muflisii
ko.ii shuum be-hayaa ko.ii bolaa nikhaTTuu hai





