SEARCH RESULTS
Showing search results for "kharaashaa"
Ghazal MATCHES FOR "kharaashaa"
Ghazal
bunii hai.n saazishe.n mausam ne dhuup se mil kar
havaa ne mere har ik phuul ko KHaraashaa hai
Zubair Qaisar
Ghazal
kyaa kahuu.n terii kaavish-e-mizha ne
kis tarah se jigar KHaraashaa hai
Syed Mohammad Meer Asar
Ghazal
use bhii mashq ke marham ne Thiik kar Daalaa
mire KHayaal ke chehre pe jo KHaraashaa thaa
Lucky farooqi Hasrat
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
nazar me.n rakhnaa kahii.n ko.ii Gam-shanaas gaahak
mujhe suKHan bechnaa hai KHarcha nikaalnaa hai
Umair Najmi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
KHaraash-e-naGma se siina chhilaa hu.aa hai miraa
fuGaa.n ki tark na kii naGma-parvarii mai.n ne
Jaun Eliya
Ghazal
ab us kaa vasl mah.ngaa chal rahaa hai
to bas yaado.n pe KHarcha chal rahaa hai
Zubair Ali Tabish
Ghazal
aisaa hai ki siine me.n sulagtii hai.n KHaraashe.n
ab saa.ns bhii ham le.nge to achchhaa na kare.nge
Jaun Eliya
Ghazal
Meraj Faizabadi
Ghazal
kisii ko phir bhii mah.nge lag rahe the
faqat saa.nso.n kaa KHarcha thaa hamaaraa
Shariq Kaifi
Ghazal
qusuur-vaar Gariib-ud-dayaar huu.n lekin
tiraa KHaraaba farishte na kar sake aabaad