SEARCH RESULTS
Showing search results for "kharaj"
Ghazal MATCHES FOR "kharaj"
Ghazal
pata nahii.n hame.n dene hai.n imtihaa.n kyaa kyaa
KHaraaj legii mohabbat kahaa.n kahaa.n kyaa kyaa
Sarahat Ahmad Sarahat
Ghazal
KHaraaj dene use aaj kahkashaa.n aa.ii
lahuu se dasht ko rangiin kar gayaa hai ko.ii
Ali Bukhari
Ghazal
Kausar Parveen Kausar
Ghazal
KHaraaj ham pe lagaa kar ba.Dii suhuulat se
hamaare khaate me.n apnaa KHasaara Daaltaa hai
Imran Awan
Ghazal
phir bhii talab KHaraaj kii viiraa.n dayaar se
pahluu me.n kyaa rahaa tirii pahlii nazar ke baa'd
Bahzad Fatami
Ghazal
Bahzad Fatami
Ghazal
libaas meraa tire bin hai naa-mukammal to
KHaraaj pesh hai tujh ko mire habiib button
Aijaz Farooqui
Ghazal
dekhaa sunaa nahii.n na pa.Dhaa hai bahut 'shu'aib'
lekin KHaraaj pesh karuu.ngaa 'rasaa' ko mai.n
Mohammad Shoaib Mirza
Ghazal
Saghar Nizami
Ghazal
sunaa hai rabt hai us ko KHaraab-haalo.n se
so apne aap ko barbaad kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ham ne maanaa ki taGaaful na karoge lekin
KHaak ho jaa.e.nge ham tum ko KHabar hote tak