SEARCH RESULTS
Showing search results for "kharcha"
Ghazal MATCHES FOR "kharcha"
Ghazal
nazar me.n rakhnaa kahii.n ko.ii Gam-shanaas gaahak
mujhe suKHan bechnaa hai KHarcha nikaalnaa hai
Umair Najmi
Ghazal
ab us kaa vasl mah.ngaa chal rahaa hai
to bas yaado.n pe KHarcha chal rahaa hai
Zubair Ali Tabish
Ghazal
kisii ko phir bhii mah.nge lag rahe the
faqat saa.nso.n kaa KHarcha thaa hamaaraa
Shariq Kaifi
Ghazal
gar dil kii ye mahfil hai KHarcha bhii ho phir dil kaa
baahar se to saamaan-e-mahfil nahii.n aane kaa
Jaun Eliya
Ghazal
KHud me.n talaash karte hai.n ko.ii nayaa hunar
KHarcha nikaal paate nahii.n shaa'irii se ham
Siddharth Saini Saad
Ghazal
mujhe banaane me.n sab kaa KHarcha lagaa hu.aa hai
kisii kaa lohaa kisii kaa taa.nbaa lagaa hu.aa hai
Khan Janbaz
Ghazal
Aftab Shakeel
Ghazal
Azlan shah
Ghazal
jitnaa junuu.n hai jeb me.n baahar nikaaliye
baazaar hai ye ishq kaa KHarcha kare.n huzuur
nawed malik
Ghazal
naqaab-e-ruKH abhii kuchh aur uThaa.o
mirii aa.nkho.n kaa KHarcha ba.Dh gayaa hai
Fahmi Badayuni
Ghazal
aasaanii me.n jiine me.n to KHarcha lagtaa hai
begaarii me.n jiinaa kitnaa sastaa lagtaa hai
Deepak Sharma Deep
Ghazal
KHarcha na ghar kaa chal sakaa harfo.n ko bech kar
lahja badal ke naam bhii tum se na ho sakaa
Najmus Saqib
Ghazal
kuchh ka.Dve ghuu.nT chaahiye.n har raat us ko ab
yuu.n aur ba.Dh gayaa hai ye KHarcha vajuud kaa
Danish Aziz
Ghazal
marammat me.n bahut KHarcha thaa saahab
mai.n apne KHvaab jarjar chho.D aayaa
Zohheb Farooqui Afrang
Ghazal
ik to pagaar jaise bachcho.n kii jeb-KHarchii
uupar se dosto.n kaa KHarcha uThaa liyaa hai
Paras Mazari
Ghazal
jo us ne kah diyaa gar vaah bin samjhe Gazal merii
mire sar bhii ka.ii alfaaz kaa KHarcha nikal aayaa