SEARCH RESULTS
Showing search results for "khasta-haal"
Ghazal MATCHES FOR "khasta-haal"
Ghazal
lab-basta KHasta-haal pareshaan hai.n bahut
aise bhii tere shahr me.n insaan hai.n bahut
Mahendra Raina
Ghazal
tamaam shahr me.n us jaisaa KHasta-haal na thaa
magar vo shaKHs ki phir bhii ko.ii malaal na thaa
Farooq Bakshi
Ghazal
nazar jo aate hai.n auro.n ko KHasta-haal bahut
vahii to shahr me.n hai.n saahab-e-kamaal bahut
Naushad Ahmad Kareemi
Ghazal
Arshad Abdul Hamid
Ghazal
duniyaa ne us ko jaan ke jaanaa nahii.n abhii
'haamid' jo ek shaa.ir-e-sad-KHasta-haal hai
Hamid Allahabadi
Ghazal
Hakeem Nasir
Ghazal
ik hasii.n puuchhtaa thaa haal-e-vaqaar-e-KHasta
go buraa ho miraa itnaa to bhalaa us se kaho
Kishan Kumaar Waqaar
Ghazal
Gorbachan Singh Dayal Maghmum
Ghazal
Amjad hyderabadi
Ghazal
giraft panja-e-fanaa me.n KHasta-haal-o-KHuu.n-chakaa.n
hayaat-e-musta.aar hai zamii.n se aasmaan tak
Raghib Muradabadi
Ghazal
Nazish Sikandarpuri
Ghazal
mai.n huu.n KHasta-haal faisal kyaa karuu.n
meraa dushman taaza-dam hai KHair ho