SEARCH RESULTS
Showing search results for "khatke"
Ghazal MATCHES FOR "khatke"
Ghazal
nazar me.n khaTke hai bin tere ghar kii aabaadii
hamesha rote hai.n ham dekh kar dar-o-diivaar
Mirza Ghalib
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
khaTke hai.n tire saare gulistaa.n kii nazar me.n
sab apnii jagah phuul the ik KHaar hamii.n the
Ehsan Danish Kandhlvi
Ghazal
bad-gumaa.n 'ishq ko sad vahm-o-yaqii.n ke khaTke
shoKHii-e-chashm suKHan-saaz hai Gammaaz judaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
hazaar baar hasiino.n se ham ne nok kii lii
gulo.n kii aa.nkh me.n khaTke vo KHaar ham bhii hai.n
Aagha Akbarabadi
Ghazal
be-khaTke tavahhush me.n na kyuu.n dau.Dte phiriye
pahluu me.n hai be-KHaar bayaabaan hamaaraa
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
Sufia Anjum Taj
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
lab-e-zaKHm-e-dil par ye hai shor qaatil
tirii teG kaa phal hai khaane ke qaabil
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
dasht se shahr me.n tanhaa.ii ke Dar le aa.e
shahr me.n bhii yahii khaTke se lage rahte hai.n
Najeeb Ahmad
Ghazal
khaTke se khaTak jaa.e na dildaar so 'nayyar'
aaraam-gah-e-husn me.n aaraam se aayaa
Shahzad Nayyar
Ghazal
Abul Fitrat Meer Zaidi
Ghazal
zaraa sii jaan ko laakho.n tarah ke khaTke hai.n
chaman na laa.e kahii.n rang aasmaa.n kii tarah
Riyaz Khairabadi
Ghazal
kis kis andaaz se khaTke rag-e-gul ke nashtar
tapish-afroz hu.e sho.ala-o-shabnam kyaa kyaa
Akhtar Ansari
Ghazal
Maroof Dehlvi
Ghazal
havaa kaa shor ho yaa baarisho.n kii aahaT ho
kivaa.D khaTke ko aavaaz-e-paa samajhtaa hai
Shahla Khan
Ghazal
havaa kaa shor ho yaa baarisho.n kii aahaT ho
kivaa.D khaTke ko aavaaz-e-paa samajhtaa hai
Shahla Khan
Ghazal
sayyaad kaa gumaa.n thaa ki aahaT nasiim kii
khaTke pe bulbulo.n ne pukaaraa chaman me.n kaun