SEARCH RESULTS
Showing search results for "khawateen"
Ghazal MATCHES FOR "khawateen"
Ghazal
be-parda KHavaatiin kii be-raah-ravii par
bachcho.n kii tarah phuuT ke rotaa ko.ii din aur
Hashim Azimabadi
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ek duniyaa ek saa.e par taras khaatii hu.ii
lauT kar aayaa huu.n mai.n apnaa tamaashaa dekh kar
Saqi Faruqi
Ghazal
KHalvato.n ke shaidaa.ii KHalvato.n me.n khulte hai.n
ham se puuchh kar dekho raaz parda-daaro.n ke
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Sabir Zafar
Ghazal
laayaa hai miraa shauq mujhe parde se baahar
mai.n varna vahii KHalvatii-e-raaz-e-nihaa.n huu.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
dukh kii buu.nde.n kyaa tum ko bhii khaatii rahtii hai.n
aahista aahista Dhahnaa kaisaa lagtaa hai
Khalid Ahmad
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
vo jis ko KHalvato.n me.n bhii aane se aar hai
aane pe aa.egaa to hazaaro.n me.n aa.egaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
maahiyyat-e-do-aalam khaatii phire hai Gote
yak qatra KHuun ye dil tuufaan hai hamaaraa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Iqbal Azeem
Ghazal
vo aur thaa ko.ii jise dekhaa hai bazm me.n
gar mujh ko Dhuu.nDnaa hai mirii KHalvato.n me.n aa
Obaidullah Aleem
Ghazal
ik sar-e-raah mulaaqaat to tasliim magar
KHalvato.n me.n bhii bulaayaa ho kabhii yaad nahii.n
Javed Quraishi
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
apnii nazro.n me.n nashaat-e-jalva-e-KHuubaa.n liye
KHalvati-e-KHaas suu-e-bazm-e-aam aa hii gayaa
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
zindagii Thokare.n khaatii hai bichha.D kar tujh se
terii paazeb ke TuuTe hu.e ghu.nghruu kii tarah