SEARCH RESULTS
Showing search results for "khe.nch"
Ghazal MATCHES FOR "khe.nch"
Ghazal
uf tire husn-e-jahaa.n-soz kii pur-zor kashish
nuur sab khe.nch liyaa chashm-e-tamaashaa.ii kaa
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
Paikar Jafari
Ghazal
roz o shab yuu.n vaqt kaa daaman na khe.nch
do gha.Dii aaraam kar aahista chal
Wali Alam Shaheen
Ghazal
KHaak u.D jaatii hai suthraav udhar hotaa hai
niimchaa khe.nch ke vo baag jidhar lete hai.n
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
Amanat Lakhnavi
Ghazal
KHudaa kaa shukr ki pastii na ham ko khe.nch sakii
hame.n bulandii-e-me.aar ne halaak kiyaa
Basir Sultan Kazmi
Ghazal
Bhavesh Dilshad
Ghazal
Shah Naseer
Ghazal
regzaaro.n se pare khe.nch rahaa hai ko.ii
jaane kas dasht me.n dariyaa mujhe bhaTkaa.egaa
Alimullah Hali
Ghazal
aisaa aashob-e-tavaazun thaa ki patthar saare
khe.nch kar palla-e-miizaan me.n rakh chho.De hai.n
Afzaal Naveed
Ghazal
vo fitna-gar ki kabhii khe.nch le badan se lahuu
kabhii vo chashm-e-siyahkaar aabjuu ho jaa.e
Abeera Ahmad
Ghazal
Syeda Farah Shah
Ghazal
Peer Syed Naseeruddin Naseer Gilani
Ghazal
buu-e-KHuluus 'azmat-e-insaan khii.nch kar
siine se kaun le gayaa iimaan khii.nch kar
Zubair Khayali
Ghazal
saa.nso.n me.n khe.nch dii ga.ii aavaaz kii lakiir
lafzo.n ke pairahan se sajaayaa gayaa huu.n mai.n