SEARCH RESULTS
Showing search results for "khep"
Ghazal MATCHES FOR "khep"
Ghazal
Shumama Ufuq
Ghazal
huzuur ham hai.n na.ii khep vo Gulaamo.n kii
pidar bhii girvii pa.De hai.n pisar bhii girvii hai.n
Masood Ahmad
Ghazal
ik khel hai aura.ng-e-sulaimaa.n mire nazdiik
ik baat hai ejaaz-e-masiihaa mire aage
Mirza Ghalib
Ghazal
phuul se rang judaa honaa ko.ii khel nahii.n
apnii miTTii ko kahii.n chho.D ke jaa.e.n kaise
Waseem Barelvi
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
khel samjhaa hai kahii.n chho.D na de bhuul na jaa.e
kaash yuu.n bhii ho ki bin mere sataa.e na bane
Mirza Ghalib
Ghazal
zulm aur sabr kaa ye khel mukammal ho jaa.e
us ko KHanjar jo diyaa hai mujhe sar bhii denaa
Meraj Faizabadi
Ghazal
mai.n ne to khel khel me.n to.Daa thaa us kaa dil
phir saarii umr us ko manaanaa pa.Daa mujhe
Faisal Imtiyaz Khan
Ghazal
aise rishte kaa bharam rakhnaa ko.ii khel nahii.n
teraa honaa bhii nahii.n aur tiraa kahlaanaa bhii
Waseem Barelvi
Ghazal
tum ko lagtaa hai ki tum jiit ga.e ho mujh se
hai yahii baat to phir khel dubaara ho jaa.e
Yasir Khan Inam
Ghazal
fasle.n pak jaa.e.n to khet se bichh.De.ngii
rotii aa.nkh ko pyaar kahaa.n samjhaane de
Waseem Barelvi
Ghazal
khel dono.n kaa chale tiin kaa daana na pa.De
sii.Dhiyaa.n aatii rahe.n saa.np kaa KHaana na pa.De