SEARCH RESULTS
Showing search results for "khilqat"
Ghazal MATCHES FOR "khilqat"
Ghazal
ham na hote to kisii aur ke charche hote
KHilqat-e-shahr to kahne ko fasaane maa.nge
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
KHilqat kaa ajab haal thaa us kuu-e-sitam me.n
saa.e kii tarah daaman-e-qaatil se lagii thii
Ahmad Faraz
Ghazal
mai.n kal tanhaa thaa KHilqat so rahii thii
mujhe KHud se bhii vahshat ho rahii thii
Mohsin Naqvi
Ghazal
KHilqat-e-shahr ke har zulm ke baa-vasf 'faraaz'
haa.e vo haath ki apne hii garebaan me.n hai
Ahmad Faraz
Ghazal
qadGan lagaa na ashko.n pe yaado.n ke shahr me.n
hogaa agar tamaashaa to KHilqat bhii aa.egii
Iqbal Sajid
Ghazal
zer-o-bam se saaz-e-KHilqat ke jahaa.n bantaa gayaa
ye zamii.n bantii ga.ii ye aasmaa.n bantaa gayaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
apne diivaano.n ko dekhaa to kahaa ghabraa kar
ye na.ii vaz.a kii kis mulk se KHilqat aa.ii
Dagh Dehlvi
Ghazal
markaz-e-shahr me.n rahne pe musir thii KHilqat
aur mai.n vaabasta tire dil ke mazaafaat se thaa
Aitbar Sajid
Ghazal
un raasto.n me.n naam-o-nasab kaa nishaa.n na thaa
ha.ngaama-e-bahaar me.n KHilqat jidhar ga.ii
Sarvat Husain
Ghazal
KHilqat bahut thii phir bhii ko.ii boltaa na thaa
sunsaan raasto.n se bahut Dar lagaa mujhe
Jameel Malik
Ghazal
vahdat o kasrat ke jalve KHilqat-e-insaa.n me.n dekh
ek zarra is qadar phailaa ki duniyaa ho gayaa
Seemab Akbarabadi
Ghazal
Akhtar Shumar
Ghazal
aalam hai shauq-e-kushta-e-KHilqat hai terii rafta
jaano.n kii aarzuu tuu aa.nkho.n kaa mudda.aa tuu
Meer Taqi Meer
Ghazal
shaayad aa pahu.nchaa hai ahd-e-intizaar-e-guftuguu
chaar jaanib KHilqat-e-lab-bastagaa.n maujuud hai
Azm Bahzad
Ghazal
hazhda hazaar aalam dam-bhar rahaa hai teraa
tujh ko na chaahe aisii KHilqat nahii.n hai ko.ii