SEARCH RESULTS
Showing search results for "khilqat"
Nazm MATCHES FOR "khilqat"
Nazm
aaj ek harf ko phir DhunDta phirta hai KHayal
chaak-dar-chaak hu.aa aaj har ik parda-e-saaz
aaj har mauj-e-havaa se hai savaalii KHilqat
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
kar gae kuch kahan
jin pe qadGan hai vo ash.aar pa.Dhegii KHilqat
aur TuuTe hu.e dil tujh ko salaamii de.nge
Ahmad Faraz
Nazm
kali diwar
aas-paas to jam.a hu.aa thaa KHilqat kaa amboh
sab kii aa.nkho.n me.n sannaaTaa chehro.n par andoh
Ahmad Faraz
Nazm
aaj tanhai ne thoDa sa dilasa jo diya
KHilqat-e-shahr kii jaanib se malaamat kaa azaab
jis ne akasr mujhe hone kaa yaqii.n baKHshaa thaa
Mohsin Naqvi
Nazm
yahan se shahr ko dekho
yahaa.n se shahr ko dekho to saarii KHilqat me.n
na ko.ii saahab-e-tamkii.n na ko.ii vaali-e-hosh
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
barish ka pahla qatra
thii qaht se paa.emaal KHilqat
is me.nh se hu.ii nihaal KHilqat
Ismail Merathi
Nazm
diwali
mohnii shakl jo raghubir kii nazar aatii thii
aa.nkh taaziim se KHilqat kii jhukii jaatii thii
Aaftab Rais Panipati
Nazm
mazdur
apnii KHilqat ko gunaaho.n kii sazaa samjhe hu.e
aadmii hone ko la.anat aur balaa samjhe hu.e
Seemab Akbarabadi
Nazm
KHakam-ba-dahan
KHilqat hai bahut un ke azaabo.n se hiraasaa.n
ab un kii ho.n amvaat!
Fahmida Riaz
Nazm
tajdid-e-amal
phir dars-e-musaavaat kii haajat hai jahaa.n ko
aaqaa.ii-o-KHidmat ke KHitaabaat badal Daal
Faiz Ludhianvi
Nazm
meri holi
ik na.ii duniyaa kii KHilqat hai mirii taKH.iil me.n
jo mu.aavin ho sake insaan kii takmiil me.n
Seemab Akbarabadi
Nazm
diwali ki sham
raushnii ban kar KHushii har samt hai chhaa.ii hu.ii
ek KHilqat jis ke jalvo.n kii tamaashaa.ii hu.ii