SEARCH RESULTS
Showing search results for "khisaal"
Ghazal MATCHES FOR "khisaal"
Ghazal
aaKHir to ek roz karegii nazar vafaa
vo yaar-e-KHush-KHisaal sar-e-baam hii to hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
kyaa sabab hai ki ek mausam me.n
kuchh KHizaa.n me.n hai.n kuchh bahaar me.n hai.n
Kavish Badri
Ghazal
mumkin hai muntazir ho ko.ii KHaak-e-KHush-KHisaal
shaayad kahii.n ye saahil-e-rusvaa.ii KHatm ho
Zafar Iqbal
Ghazal
janaab-e-qais bhii marne me.n haq-ba-jaanib the
ki shahr bhar me.n vahii KHush-KHisaal rah ga.ii thii
aabid umar
Ghazal
siirat achchhii hai tirii yaar jamaal achchhaa hai
tuu bahar-taur bas ai nek-KHisaal achchhaa hai
Fazal Husain Sabir
Ghazal
kitno.n ne jaan vaar dii hirnii sii chaal par
kitne hii log mar miTe us KHush-KHisaal par
Zulfiqar Zaki
Ghazal
phir aaj ismato.n kii jabii.n hai araq araq
tohmat lagii hai phir kisii mariyam-KHisaal par
Jafar Baluch
Ghazal
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
Nazeer Ansari
Ghazal
kahaa.n kaa ishq magar us ko kaun samjhaa.e
parii-KHisaal farishta-sifaat hai shaayad
Sana Gorakhpuri
Ghazal
kaise hasiin log the kaisii hasiin mahfile.n
vo jo KHayaal-o-KHvaab the KHvaab-o-KHayaal ho ga.e
Imdad Akash
Ghazal
duur kaisaa hai aayaa kahaa.n Dhuu.nDiye
ab to milte nahii.n KHush-KHisaal aadmii
Naushad Ashhar
Ghazal
Jamal Ehsani
Ghazal
kisii ko faa.eda-e-shaam-e-KHush-KHisaal milaa
kisii ke hisse me.n likkhaa gayaa KHasaara-e-shaam