SEARCH RESULTS
Showing search results for "kholnaa"
Ghazal MATCHES FOR "kholnaa"
Ghazal
phir chaahtaa huu.n naama-e-dildaar kholnaa
jaa.n nazr-e-dil-farebi-e-unvaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
havaa liye hu.e phirtii hai qai.nchiyaa.n 'yaasir'
ba.De hisaab se apne paro.n ko kholnaa hai
Yasir Khan Inam
Ghazal
apnii zulfo.n ko havaa ke saamne mat kholnaa
varna KHushbuu kii tarah aazaad ho jaa.uu.ngaa mai.n
Shakeel Azmi
Ghazal
'nisaar' band-e-qabaa kholnaa muhaal na thaa
so ham jamaal-e-qabaa band karne aa.e hai.n
Aaga nisaar
Ghazal
in aa.ndhiyo.n me.n bhalaa kaun idhar se guzregaa
dariiche kholnaa kaisaa diye jalaanaa kyaa
Irfan Siddiqi
Ghazal
Saqib Lakhnavi
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Ehtisham ul Haq Siddiqui
Ghazal
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
kisii ne khi.Dkii ko kholnaa hai to dekhnaa hai
so ham galii me.n gulo.n ke jhurmuT lagaa rahe hai.n
Ali Qaisar
Ghazal
naGma dilkash hai dushman andaliib-e-zaar kaa
hai qafas me.n band honaa kholnaa minqaar kaa
Anwar Dehlvi
Ghazal
'asGar' na kholnaa kisii hikmat-ma.aab par
raaz-e-hayaat saaGar o miinaa kahe.n jise
Asghar Gondvi
Ghazal
bazm-e-daanish me.n na mu.nh kholnaa apnaa 'hasrat'
tujh se ummiid nahii.n mujh ko samajhdaarii kii
Lucky farooqi Hasrat
Ghazal
Naushaba Nargis
Ghazal
kisii KHvaab kii phir se dastak hai shaayad
dar-e-dil mujhe kholnaa pa.D gayaa hai
Naheed Virk
Ghazal
ai rashk-e-maah raat ko muTThii na kholnaa
meh.ndii kaa chor haath se jaa.e na chhuuT ke