SEARCH RESULTS
Showing search results for "khopa.dii"
Ghazal MATCHES FOR "khopa.dii"
Ghazal
Kavish Badri
Ghazal
gesuu.o.n se andaaza 'umr kaa lagaa liije
ab ju.e.n nikaltii hai.n khopa.Dii khujaane se
Sham Lal Roshan Dehlvi
Ghazal
apne hii saa.e se har gaam laraz jaataa huu.n
raaste me.n ko.ii diivaar kha.Dii ho jaise
Ahmad Faraz
Ghazal
duniyaa mire KHilaaf kha.Dii kaise ho ga.ii
merii to dushmanii bhii nahii.n thii kisii ke saath
Waseem Barelvi
Ghazal
ham log khilaunaa hai.n ik aise khilaa.Dii kaa
jis ko abhii sadiyo.n tak ye khel rachaanaa hai
Sahir Ludhianvi
Ghazal
raasta roke kha.Dii hai yahii uljhan kab se
ko.ii puuchhe to kahe.n kyaa ki kidhar jaate hai.n
Javed Akhtar
Ghazal
gum-sum kha.Dii hai.n dono.n jahaa.n kii haqiiqate.n
mai.n un se kah rahaa huu.n mujhe yaad kiijiye
Saghar Siddiqui
Ghazal
duniyaa mujhe saahil se kha.Dii dekh rahii hai
mai.n ek jaziire kii tarah Duub rahaa huu.n
Munawwar Rana
Ghazal
o parda-daar ab to nikal aa ki hashr hai
duniyaa kha.Dii hu.ii hai tire intizaar me.n
Seemab Akbarabadi
Ghazal
KHushbuu kii tijaarat ne diivaar kha.Dii kar dii
aa.ngan kii chamelii me.n baazaar ke bele me.n
Qaisarul Jafri
Ghazal
thii shaam zahr-e-ra.ng me.n Duubii hu.ii kha.Dii
phir ik zaraa sii der me.n manzar badal gayaa
Muneer Niyazi
Ghazal
qariib maut kha.Dii hai zaraa Thahar jaa.o
qazaa se aa.nkh la.Dii hai zaraa Thahar jaa.o
Saifuddin Saif
Ghazal
Obaidullah Aleem
Ghazal
ye kyaa sitam ke khilaa.Dii badal diyaa us ne
ham is umiid pe baiThe the ham hii haare.nge
Vikram Gaur Vairagi
Ghazal
zindagii bhar mai.n khulii chhat pe kha.Dii bhiigaa kii
sirf ik lamha barastaa rahaa saavan ban ke