SEARCH RESULTS
Showing search results for "khud-kafiil"
Ghazal MATCHES FOR "khud-kafiil"
Ghazal
achchhii guzar rahii hai dil-e-KHud-kafiil se
la.ngar se roTii lete hai.n paanii sabiil se
Ahmad Javaid
Ghazal
dil apnii mushkilo.n me.n KHud-kafiil hai
KHudaa.o.n ko pukaar bhii nahii.n rahaa
Fatima Mehru
Ghazal
'zaakir' ravish ravish se zamaane kii hai ayaa.n
honaa pa.Degaa apnaa hame.n KHud-kafiil likh
Hakeem Zakir Tonki
Ghazal
pa.Dhaa rahaa hai sabaq KHud-kafiil ban.ne kaa
vo ko.ii chaal na.ii phir se chalne vaalaa hai
Javed Qamer
Ghazal
nikal na paate Gamo.n ke Gizaa.ii jaal se ham
jo KHud-kafiil na hote fareb khaane me.n
Shahid Makuli
Ghazal
tujh se milaa na thaa to yahii sochtaa thaa mai.n
insaan KHud-kafiil nahii.n hai jamaal me.n
Moeen Nizami
Ghazal
mujh par ataa-e-KHaas hai saa.npo.n ke baab me.n
rakhtii hai KHud-kafiil mirii aastii.n mujhe
Moeen Nizami
Ghazal
diyaa hai jaagte taaro.n ne be-mahaar saa karb
banaa ga.e hai.n mujhe KHud-kafiil raato.n-raat
Fareed Parbati
Ghazal
ye aur baat ki dil Gam me.n KHud kafiil hu.aa
magar vo aa.nkh mire Gam me.n ashk-baar rahii
Shabnam Shakeel
Ghazal
ab aur Gam mile na mile ko.ii Gam nahii.n
is mai-kade me.n tishna-labii KHud-kafiil hai
Irfan Jafari
Ghazal
shikast-o-reKHt ne hii mujh ko KHud-kafiil kiyaa
thaa zaKHm zaKHm magar apne indimaal me.n thaa
Karrar Noori
Ghazal
Deepak Kamil
Ghazal
tishnagii ho.nTo.n pe rakhnaa aur samundar sochnaa
mujh ko paagal kar gayaa hai ek KHud-sar sochnaa