SEARCH RESULTS
Showing search results for "khudaayaa"
Ghazal MATCHES FOR "khudaayaa"
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
sab kii tarah tuu ne bhii mire aib nikaale
tuu ne bhii KHudaayaa mirii niyyat nahii.n dekhii
Shahzad Ahmad
Ghazal
KHudaayaa rakhiyegaa duniyaa me.n sarfaraaz mujhe
mai.n pahle 'ishq ke pahle hii imtihaan me.n huu.n
Fauzia Mughal
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
zabaa.n pe baar-e-KHudaayaa ye kis kaa naam aayaa
ki mere nutq ne bose mirii zabaa.n ke liye
Mirza Ghalib
Ghazal
Kushal Dauneriya
Ghazal
ye kis maqaam pe laayaa gayaa KHudaayaa mujhe
ki aaj rau.nd ke guzraa hai meraa saaya mujhe
Aziz Nabeel
Ghazal
mujh ko ye fikr kab hai ki saaya kahaa.n gayaa
suuraj ko ro rahaa huu.n KHudaayaa kahaa.n gayaa
Faisal Ajmi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
na ho kuchh aarzuu mujh ko KHudaayaa
yahii har dam du.aa hai aur mai.n huu.n
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
ishq-e-but ka.aba-e-dil me.n hai KHudaayaa jab se
teraa ghar bhii mujhe but-KHaana nazar aataa hai
Purnam Allahabadi
Ghazal
ye sar-ba-sajda kahaa nek-dil tavaa.if ne
KHudaayaa shukr ki beTii bhii kaam kartii hai
Khalid Nadeem Shaani
Ghazal
Bhartendu Harishchandra
Ghazal
KHudaayaa ye ranj aur ye naa-subuurii
na the ham to is aazmaane ke qaabil