SEARCH RESULTS
Showing search results for "khuluus-o-unsiyat"
Ghazal MATCHES FOR "khuluus-o-unsiyat"
Ghazal
ham ne ba.De KHuluus-o-mohabbat se baat kii
jab bhii hame.n milaa hai ko.ii mo'atabar kahii.n
Kanval M. A
Ghazal
ye dosto.n kii navaazish hai ek baar-e-garaa.n
ba.De KHuluus se dushman kaa kaam kar aa.e
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
bolii ko.ii lagaa.e to mehr-o-KHuluus kii
ham KHud ko bech de.nge mataa’-e-hunar ke saath
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
KHuluus-e-ishq-o-KHuluus-e-hayaat kii tasviir
har ek sher-e-Gazal hai ki shaahkaar-e-Gazal
Payam Fatehpuri
Ghazal
KHuluus-e-ishq-o-KHuluus-e-hayaat kii tasviir
har ek sher Gazal hai ki shaahkaar-e-Gazal
Payam Fatehpuri
Ghazal
KHuluus-e-niyyat-e-rah-rau pe munhasir hai 'aziim'
maqaam-e-ishq bahut duur bhii hai paas bhii hai
Azeem Murtaza
Ghazal
Fazil Ansari
Ghazal
fazaa-e-sub.h-e-gulistaa.n se shaam-e-zindaa.n tak
KHuluus-e-ham-nafsaan-e-vatan kii baat chalii
Murtaza Ali Shad
Ghazal
Rashid Aazar
Ghazal
Dawood Khan Raaz
Ghazal
KHuluus-o-mehr-o-vafaa log kar chuke hai.n bahut
mire KHayaal me.n ab aur ko.ii kaam kare.n
Nasir Kazmi
Ghazal
dil KHuluus-e-Gam-e-ulfat se hai KHaalii varna
ishq afsaana banaa kar bhii na afsaana bane
Bismil Aghai
Ghazal
KHuluus-e-jazba-e-ta.amiir bhii hai shart ai dost
ki chaar tinko.n kaa naam aashiyaa.n nahii.n hotaa
Muslim Ansari
Ghazal
'ishrat' KHuluus-o-mehr-o-vafaa dostii kii laaj
biktii hai.n saarii chiize.n yahaa.n ek bhaav par