SEARCH RESULTS
Showing search results for "khuluus-o-unsiyat"
Nazm MATCHES FOR "khuluus-o-unsiyat"
Nazm
alwida
tire daaman se ham ne qiimtii lamhaat paa.e hai.n
KHuluus-o-unsiyat ke be-bahaa jazbaat paa.e hai.n
Abdul Ahad Saaz
Nazm
hisab-e-shab
mirii sahar ke liye shaam le ke aa.ii hai
KHuluus-o-rishta-e-mehr-o-vafaa se kyaa haasil
Sahar Ansari
Nazm
shri lal bahadur shastari wazir-e-azam hind
paikar-e-ijz-o-KHuluus-o-saadgii
tuu thaa tahziib-o-tamaddun kaa nikhaar
Talib Chakwali
Nazm
dil
puuchho na mujh se ishq me.n kyaa ho gayaa hai dil
sar-chashma-e-KHuluus-o-vafaa ho gayaa hai dil
Jaleel Qidwai
Nazm
hum log
KHuluus-e-kaar se miltii hai zindagii 'azmat'
KHuluus-e-kaar ko rahbar banaa.e.nge ham log
Azmat Abdul Qayyum Khan
Nazm
lahu ka Tika
sanaa-e-jabr-o-sitam hai adab kaa shah-paara
KHuluus-e-fikr-o-nazar aib hai fasaane me.n
Muslim Shameem
Nazm
ram
aa.iina-e-KHuluus-o-mohabbat yahaa.n the raam
amn aur shaa.ntii kii zamaanat yahaa.n the raam
Rahbar Jaunpuri
Nazm
tez chalo
karo KHuluus o mohabbat ko rahnumaa apnaa
nahii.n durust dilo.n me.n Gubaar tez chalo
Habib Jalib
Nazm
fareb-kar shahr
ye shahr bhii ajiib hai
yahaa.n KHuluus-o-pyaar amn dostii fareb hai.n
Kamal Jafari
Nazm
naqsh bar-diwar
KHuluus-e-dil se thii 'bebaak' shaa.erii raushan
payambarii ke suKHnavar shu.uur kho baiThe
Bebak Bhojpuri
Nazm
main kyun bhul jaun
vo paas-e-adab vo KHuluus-e-mohabbat
vafuur-e-tamannaa me.n KHaamosh rahnaa
Arsh Malsiyani
Nazm
naya safar
KHuluus o mahr o adaavat kii saarii zanjiire.n
palak jhapakne kii mohlat me.n jal ke raakh hu.ii.n
Mahmood Ayaz
Nazm
judai
ubhar ga.ii hai.n vo choTe.n dabii-dabaa.ii hu.ii
supurdagii o KHuluus-e-nihaa.n ke parde me.n
Firaq Gorakhpuri
Nazm
pandrah august
sham.a KHuluus-o-uns kii maddham hai raushnii
lau aur kuchh ba.Dhaa.o ki pa.ndrah august hai
Maftun Kotvi
Nazm
gandhi ji
mahak luTaa.ii ahinsaa ke narm phuulo.n kii
KHuluus-o-ijz ke ik gulistaa.n the gaa.ndhii jii