SEARCH RESULTS
Showing search results for "khur"
Ghazal MATCHES FOR "khur"
Ghazal
aashiqii sabr-talab aur tamannaa betaab
dil kaa kyaa rang karuu.n KHuun-e-jigar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
jaataa huu.n daaG-e-hasrat-e-hastii liye hu.e
huu.n sham-e-kushta dar-KHur-e-mahfil nahii.n rahaa
Mirza Ghalib
Ghazal
'faraaz' dar-KHur-e-sajda har aastaana nahii.n
ham apne dil ke havaale se dar ko dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
KHuu.n hai dil KHaak me.n ahvaal-e-butaa.n par ya.anii
un ke naaKHun hu.e mohataaj-e-hinaa mere ba.ad
Mirza Ghalib
Ghazal
thaa KHvaab me.n KHayaal ko tujh se mu.aamla
jab aa.nkh khul ga.ii na ziyaa.n thaa na suud thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
ye baad-e-raah-e-guzar dar-KHur-e-chaman na sahii
Gubaar kaa bhii Thikaanaa nikal hii aataa hai
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
afsos ki dandaa.n kaa kiyaa rizq falak ne
jin logo.n kii thii dar-KHur-e-aqd-e-guhar a.ngusht
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
jalva-e-KHur se fanaa hotii hai shabnam 'Gaalib'
kho diyaa satvat-e-asmaa-e-jalaalii ne mujhe
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
naadiida manzaro.n se taraashe hai.n KHvaab zaar
kab dar-KHur-e-nigah ko.ii manzar hai diidanii
Bilqis Zafirul Hasan
Ghazal
ab jo Thahrii hai mulaaqaat to is shart ke saath
shauq ko dar-KHur-e-iz.haar na samjhaa jaa.e
Saleem Ahmed
Ghazal
shaayad mai.n dar-KHur nigah-e-garm bhii nahii.n
bijlii ta.Dap rahii hai mire aashiyaa.n se duur
Fani Badayuni
Ghazal
hotii hai pairvii-e-Galat bhii kabhii kabhii
garche nahii.n hai dar-KHur-e-taqliid har Galat
Urfi Aafaqi
Ghazal
sahraa pe gar junuu.n mujhe laave itaab me.n
khii.nchuu.n har ek KHaar ko paa-e-hisaab me.n