SEARCH RESULTS
Showing search results for "khusuumat"
Ghazal MATCHES FOR "khusuumat"
Ghazal
kabhii to aasmaa.n se chaa.nd utre jaam ho jaa.e
tumhaare naam kii ik KHuub-suurat shaam ho jaa.e
Bashir Badr
Ghazal
tere bin raat ke haatho.n pe ye taaro.n ke ayaaG
KHuub-suurat hai.n magar zahr ke pyaalo.n kii tarah
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
'faraaz' ishq kii duniyaa to KHuub-suurat thii
ye kis ne fitna-e-hijr-o-visaal rakkhaa hai
Ahmad Faraz
Ghazal
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
kitne pur-ummiid kitne KHuub-suurat hai.n ye log
kyaa ye sab baazuu ye sab chehre fanaa ho jaa.e.nge
Ahmad Mushtaq
Ghazal
jis se puuchhe.n tire baare me.n yahii kahtaa hai
KHuubsuurat hai vafaadaar nahii.n ho saktaa
Abbas Tabish
Ghazal
mirii Gazal kii tarah us kii bhii hukuumat hai
tamaam mulk me.n vo sab se KHuub-suurat hai
Bashir Badr
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
'naziir' apnaa to ma.ashuuq KHuubsuurat hai
jo husn us me.n hai aisaa ko.ii ajiib na ho
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
dil me.n jo mohabbat kii raushnii nahii.n hotii
itnii KHuubsuurat ye zindagii nahii.n hotii
Hastimal Hasti
Ghazal
KHaandaanii rishto.n me.n aksar raqaabat hai bahut
ghar se niklo to ye duniyaa KHuubsuurat hai bahut