SEARCH RESULTS
Showing search results for "khuugar"
Ghazal MATCHES FOR "khuugar"
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Riyaz Khairabadi
Ghazal
dil ho gayaa hai KHuugar-e-bedaad 'ishq me.n
un kii vafaa bhii raas na aa.e to kyaa karuu.n
Shamim Jaipuri
Ghazal
KHuugar-e-ranj-o-balaa hashr ke din kyaa KHush ho.n
ki vo maal aaj hu.aa hai shab-e-tanhaa.ii kaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
sitam se kiyaa tuu ne ham ko jo KHuugar
karam se tire ham sitam dekhte hai.n
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
ye turfa sitam hai ki sitam bhii hai karam bhii
ab KHuugar-e-aazaar hu.aa bhii nahii.n jaataa
Fani Badayuni
Ghazal
haa.e vo paikar-e-havas haa.e vo KHugar-e-qafas
bech ke jis ne aashiyaa.n halqa-e-daam le liyaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
us kii KHamoshiyo.n me.n nihaa.n kitnaa shor thaa
mujh se sivaa vo dard kaa KHuugar lagaa mujhe
Jameel Malik
Ghazal
Asghar Gondvi
Ghazal
mujh ko KHud apnii tabaahii par taras aataa nahii.n
KHuugar-e-Gam is qadar ab to tabii.at ho ga.ii
Josh Malihabadi
Ghazal
nigaah-e-lutf mat uTh KHuugar-e-aalaam rahne de
hame.n naakaam rahnaa hai hame.n naakaam rahne de
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
KHuugar-e-amn banaane kii hai KHvaahish jin ko
apne bachcho.n ko vo talvaar nahii.n dete hai.n
Abdushshukoor Aasi
Ghazal
aap aziyyat kaa banaate hai.n jo KHuugar mujh ko
is se behtar bhalaa kyaa suurat-e-Gam-KHvaarii hai
Abdul Hamid Adam
Ghazal
KHuugar-e-zabt hai.n rusvaa na kare.nge tujh ko
ham ne duniyaa se tire Gam ko chhupaa rakkhaa hai
Aziz-ur-Rahman Shaheed Fatehpuri
Ghazal
Sada Ambalvi
Ghazal
KHuugar-e-naaz huu.n kis kaa ki mujhe saaGar-e-mai
bosa-e-lab nahii.n be-chashm-numaa.ii detaa