SEARCH RESULTS
Showing search results for "khvaahaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "khvaahaa.n"
Ghazal
ik roz rang laa.e.ngii ye mehrbaaniyaa.n
ham jaante the jaan ke KHvaahaa.n tumhii.n to ho
Dagh Dehlvi
Ghazal
gul ke KHvaahaa.n to nazar aa.e bahut itr-farosh
taalib-e-zamzama-e-bulbul-e-shaidaa na milaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
piiraana-sar bhii shauq kii himmat buland hai
KHvaahaan-e-kaam-e-jaa.n hai.n jo us naujavaa.n se ham
Hasrat Mohani
Ghazal
tamaam KHalq hai KHvaahaan-e-aabruu ai rab
chhupaa mujhe sadaf-e-qabr me.n guhar kii tarah
Meer Anees
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
ye josh-e-husn se ta.ng aa.ii hai qabaa in kii
ki band band hai KHvaahaa.n girah-kushaa.ii kaa
Ameer Minai
Ghazal
Zain-ul-Abideen Khan Arif
Ghazal
har jins ke KHvaahaa.n mile baazaar-e-jahaa.n me.n
lekin na milaa ko.ii KHariidaar-e-mohabbat
Meer Taqi Meer
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
KHvaahaa.n guhar kaa huu.n na mai.n taalib huu.n laal kaa
mushtaaq huu.n tumhaare dahan ke ugaal kaa
Aagha Akbarabadi
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
Zain-ul-Abideen Khan Arif
Ghazal
Altaf Hussain Hali
Ghazal
dikhlaa.iye le jaa ke tujhe misr kaa baazaar
lekin nahii.n KHvaahaa.n ko.ii vaa.n jins-e-giraa.n kaa
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
dost dushman ne kiye qatl ke saamaa.n kyaa kyaa
jaan-e-mushtaaq ke paidaa hu.e KHvaahaa.n kyaa kyaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Ahmad Husain Mail
Ghazal
mai.n marhamat-e-KHaas kaa KHvaahaa.n bhii nahii.n huu.n
mere liye terii nigah-e-aam bahut hai
Mazhar Imam
Ghazal
jaan de denaa to kuchh mushkil nahii.n
jaan kaa KHvaahaa.n magar ai dil nahii.n