SEARCH RESULTS
Showing search results for "kohkan"
Ghazal MATCHES FOR "kohkan"
Ghazal
na kohkan hai na majnuu.n ki the mire hamdard
mai.n apnaa dard-e-mohabbat kahuu.n to kis se kahuu.n
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
hai intizaar se sharar aabaad rustaKHez
mizhgaan-e-koh-kan rag-e-KHaaraa kahe.n jise
Mirza Ghalib
Ghazal
ek duniyaa dard kii tasviir niklii ishq ko
koh-kan aur qais kaa qissa samajh baiThe the ham
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
teshe baGair mar na sakaa kohkan 'asad'
sargashta-e-KHumaar-e-rusuum-o-quyuud thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
go be-sutuu.n ko Taal de aage se kohkan
sa.ng-e-garaan-e-ishq uThaayaa na jaa.egaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
dii saadgii se jaan pa.Duu.n kohkan ke paa.nv
haihaat kyuu.n na TuuT ga.e piir-zan ke paa.nv
Mirza Ghalib
Ghazal
kah do ye kohkan se ki marnaa nahii.n kamaal
mar mar ke hijr-e-yaar me.n jiinaa kamaal hai
Jaleel Manikpuri
Ghazal
majnuu.n o kohkan ke sunte the yaar qisse
jab tak kahaanii ham ne apnii na thii sunaa.ii