SEARCH RESULTS
Showing search results for "koraa"
Ghazal MATCHES FOR "koraa"
Ghazal
aaj kaa KHat hii use bhejaa hai koraa lekin
aaj kaa KHat hii adhuuraa nahii.n likhkhaa mai.n ne
Hamid Mukhtar Hamid
Ghazal
maanaa ki meraa jism ye juuThaa gilaas hai
lekin ye dil to aaj bhii koraa gilaas hai
Vineet Aashna
Ghazal
aatish-e-furqat se aalam kora-e-aatish hu.aa
aasmaa.n hai duud ham aKHgar me.n aur mujmar zamii.n
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
na.e qalam se na.e huruuf likhuu.n mai.n bhii
tuu bhii mujh ko apnaa kaaGaz koraa de
Pritpal Singh Betab
Ghazal
Bimal Krishn Ashk
Ghazal
taariif ke alfaaz na mil paa.e.n luGat me.n
kaaGaz yuu.nhii rakkhaa hai ye koraa mire aage
Safwat Ali Safwat
Ghazal
Ahmad Kamal Hashmi
Ghazal
jo sirf baat kare aur 'amal me.n koraa ho
tum aise shaKHs ke kirdaar ko riyaa samjho
Ustad Vajahat Husain Khan
Ghazal
ba.Dii mushkil se milaa hai mujhe koraa kaaGaz
KHud ko tahriir banaane ke liye baiThaa huu.n