SEARCH RESULTS
Showing search results for "kuchaile"
Ghazal MATCHES FOR "kuchaile"
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
paiham tavaaf-e-kuucha-e-jaanaa.n ke din ga.e
pairo.n me.n chalne phirne kii taaqat nahii.n rahii
Khumar Barabankavi
Ghazal
ai saakinaan-e-kuucha-e-dildaar dekhnaa
tum ko kahii.n jo 'Gaalib'-e-aashufta-sar mile
Mirza Ghalib
Ghazal
ranj-e-safar kii ko.ii nishaanii to paas ho
tho.Dii sii KHaak-e-kuucha-e-dilbar hii le chale.n
Nasir Kazmi
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
har ik qadam ajal thaa har ik gaam zindagii
ham ghuum phir ke kuucha-e-qaatil se aa.e hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
kuucha-e-'miir' kii jaanib nikal aate the sabhii
vo jo 'Gaalib' ke taraf-daar hu.aa karte the
Saleem Kausar
Ghazal
kaam ab ko.ii na aa.egaa bas ik dil ke sivaa
raaste band hai.n sab kuucha-e-qaatil ke sivaa
Ali Sardar Jafri
Ghazal
the kuucha-e-jaanaa.n se pare bhii ka.ii manzar
dil ne kabhii is raah se haT kar nahii.n dekhaa
Ahmad Faraz
Ghazal
kal kuucha-e-qaatil me.n jo thaa KHalq kaa majma.a
khaa.e hu.e us haath kii talvaar hamii.n the
Taashshuq Lakhnavi
Ghazal
ahd is kuucha-e-dil se hai so us kuuche me.n
hai ko.ii apnii jagah ham jise barbaad rakhe.n
Jaun Eliya
Ghazal
tez qadmo.n se chalo aur tasaadum se bacho
bhii.D me.n sust chaloge to kuchal jaa.oge
Iqbal Azeem
Ghazal
jo apne aap guzartaa hai kuucha-e-dil se
mujhe gumaa.n thaa mire mashvare se guzregaa
Zafar Iqbal
Ghazal
shahr-e-firaaq-e-yaar se aa.ii hai ik KHabar mujhe
kuucha-e-yaad-e-yaar se ko.ii nahii.n ubhar rahaa
Jaun Eliya
Ghazal
kuucha-e-yaar se har fasl me.n guzre hai.n magar
shaayad ab jaa.n se guzar jaane kaa mausam aayaa
Ahmad Faraz
Ghazal
kuucha-e-yaar se yaarab na uThaanaa ham ko
is bure haal me.n bhii ham to yahii.n achchhe hai.n