SEARCH RESULTS
Showing search results for "kuchh ghalib ke bare mein ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "kuchh ghalib ke bare mein ebooks"
Ghazal
Galat durust ke baare me.n jaantaa nahii.n kuchh
mai.n kyaa karuu.n ki mujhe 'ishq raas aataa hai
Syed Masood Naqvi
Ghazal
puuchhiye mat us ke baare me.n savaal
jo miraa haasil na kuchh shaamil me.n hai
Shafeeq Parween
Ghazal
isii KHataa pe bujhaa.e ga.e charaaG mire
mai.n jaantaa thaa bahut kuchh havaa ke baare me.n
Shakeel Azmi
Ghazal
hu.aa hai tujh se sadaaqat kaa irtikaab 'sha'uur'
kuchh ehtimaal nahii.n ab sazaa ke baare me.n
Anwar Shuoor
Ghazal
usii ke baare me.n sochaa to kuchh na thaa maa'luum
usii ke baare me.n itnaa kahaa sunaa thaa abhii
Shariq Kaifi
Ghazal
maut ke darinde me.n ik kashish to hai 'sarvat'
log kuchh bhii kahte ho.n KHud-kushii ke baare me.n
Sarvat Husain
Ghazal
kabhii apne akele-pan ke baare me.n jo sochoge
tumhe.n TuuTe hu.e kuchh KHaas rishte yaad aa.e.nge
Sardar Saleem
Ghazal
Om Krishn Rahat
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
ab kyaa kahe.n nujuumii ke baare me.n chho.Diye
apnaa to ye baras bhii kuchh achchhaa nahii.n gayaa
Rajesh Reddy
Ghazal
mire alaava sabhii log ab ye maante hai.n
Galat nahii.n thii mirii raa.e us ke baare me.n
Shahram Sarmadi
Ghazal
mire 'alaava sabhii log ab ye maante hai.n
Galat nahii.n thii mirii raa.e us ke baare me.n
Shahram Sarmadi
Ghazal
Galat-fahmiyaa.n mai ke baare me.n miTtii.n
agar shaiKH-e-shahr aap mai-KHvaar hotaa
Mohan Singh Deewana
Ghazal
Nazr Fatmi
Ghazal
mai.n us ke baare me.n kuchh us se puuchhtaa lekin
milaa vo jab kabhii bikhraa hu.aa milaa mujh ko