SEARCH RESULTS
Showing search results for "kufr-o-islaam"
Ghazal MATCHES FOR "kufr-o-islaam"
Ghazal
Amaan Abbas
Ghazal
kufr-o-islaam baraabar hai.n zamaan-e-rahmat
husn jitne hai.n zamaane me.n KHudaa-daad hai.n sab
Naseem Dehlvi
Ghazal
tasavvur me.n ruKHsaar-o-gesuu ke paiham
baham kufr-o-islaam ham dekhte hai.n
Munshi Khairati Laal Shagufta
Ghazal
jahaa.n vo hai nahii.n vaa.n kufr o islaam
abas jhag.Daa hai shaiKH o barhaman me.n
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
ka.aba o dair me.n dekhe hai.n usii kaa jalva
kufr o islaam me.n kab diida-varaa.n jaate hai.n
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
kufr-o-islaam kaa muujid hu.aa banda ho kar
phir vo mai.n kaun huu.n jo KHud huu.n kahaa kartaa huu.n
Yasin Ali Khan Markaz
Ghazal
kufr-o-islaam ke jhag.Do.n se chhu.Daayaa sad shukr
qaid-e-maz.hab se junuu.n ne mujhe aazaad kiyaa
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
kufr-o-islaam ke parde se hai.n har haal me.n KHush
vaajib aa.iina se imkaan bane baiThe hai.n
Yasin Ali Khan Markaz
Ghazal
kufr-o-islaam ke jhag.De se rihaa.ii paa.ii
jab se dil ik but-e-kaafir se lagaa baiThe hai.n
Shah Akbar Danapuri
Ghazal
kufr-o-islaam kii tafriiq nahii.n fitrat me.n
ye vo nuqta hai jise mai.n bhii ba-mushkil samjhaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
bisaat-e-ishq me.n 'aslam' ye kaise maat hu.ii
kahaa.n kahaa.n se vo mohre nikaal laayaa hai
Aslam Noor Aslam
Ghazal
'aslam' jo dard-e-jaa.n thaa vo jaan-e-hayaat hai
naazuk ye kaam rishte ko ik Dor kar ga.ii
Aslam Noor Aslam
Ghazal
yaa kufr-o-dii.n ke jaan.ne vaalo.n se kyaa Garaz
yaa.n kufr-o-dii.n ke maan.ne vaalo.n se ishq hai
Khurshidul islam
Ghazal
Khurshidul islam
Ghazal
sunaa.e.n kis ko yahaa.n aap-biitii ai 'aslam'
hame.n to apnii hii har baat KHud fasaana lage
Aslam Aazad
Ghazal
Khurshidul islam
Ghazal
aa gayaa kaun ye aaj us ke muqaabil 'aslam'
aa.iina TuuT gayaa aks kii taabaanii se