SEARCH RESULTS
Showing search results for "kulliyat e jigar jigar moradabadi ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "kulliyat e jigar jigar moradabadi ebooks"
Ghazal
ik lafz-e-mohabbat kaa adnaa ye fasaanaa hai
simTe to dil-e-aashiq phaile to zamaanaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
dil ko sukuun ruuh ko aaraam aa gayaa
maut aa ga.ii ki dost kaa paiGaam aa gayaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
nazar milaa ke mire paas aa ke luuT liyaa
nazar haTii thii ki phir muskuraa ke luuT liyaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
mohabbat me.n ye kyaa maqaam aa rahe hai.n
ki manzil pe hai.n aur chale jaa rahe hai.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
dil ko miTaa ke daaG-e-tamannaa diyaa mujhe
ai ishq terii KHair ho ye kyaa diyaa mujhe
Jigar Moradabadi
Ghazal
niyaaz o naaz ke jhag.De miTaa.e jaate hai.n
ham un me.n aur vo ham me.n samaa.e jaate hai.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
ehsaas-e-aashiqii ne begaana kar diyaa hai
yuu.n bhii kisii ne aksar diivaana kar diyaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
allaah re is gulshan-e-iijaad kaa aalam
jo said kaa aalam vahii sayyaad kaa aalam
Jigar Moradabadi
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
ai husn-e-yaar sharm ye kyaa inqalaab hai
tujh se ziyaada dard tiraa kaamyaab hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
aayaa na raas naala-e-dil kaa asar mujhe
ab tum mile to kuchh nahii.n apnii KHabar mujhe
Jigar Moradabadi
Ghazal
tire jamaal-e-haqiiqat kii taab hii na hu.ii
hazaar baar nigah kii magar kabhii na hu.ii
Jigar Moradabadi
Ghazal
shab-e-firaaq hai aur niind aa.ii jaatii hai
kuchh is me.n un kii tavajjoh bhii paa.ii jaatii hai