SEARCH RESULTS
Showing search results for "kunah"
Ghazal MATCHES FOR "kunah"
Ghazal
pahu.nchaa majaaz se jo haqiiqat kii kunah ko
ye jaan le ki raaste me.n pher pa.D gayaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
mudrika-e-bashar hai kyaa paa.e jo us kii kunah ko
chaahaa jo us ne so kiyaa kaun kahe ki kyaa kiyaa
Shah Naseer
Ghazal
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
girya-kunaa.n kii fard me.n apnaa nahii.n hai naam
ham girya-kun azal ke hai.n girya kiye baGair
Jaun Eliya
Ghazal
tire javaahir-e-turf-e-kulah ko kyaa dekhe.n
ham auj-e-taala-e-laal-o-gohar ko dekhte hai.n
Mirza Ghalib
Ghazal
ye ab jo sar hai.n KHamiida kulaah kii KHaatir
ye aib bhii to ham ahl-e-hunar se niklaa thaa
Ahmad Faraz
Ghazal
ye judaa.ii kii gha.Dii hai ki jha.Dii saavan kii
mai.n judaa girya-kunaa.n abr judaa yaar judaa
Ahmad Faraz
Ghazal
bikhar chukaa hai magar muskuraa ke miltaa hai
vo rakh rakhaa.o abhii mere kaj-kulaah me.n hai
Parveen Shakir
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
jo mansabo.n ke pujaarii pahan ke aate hai.n
kulaah tauq se bhaarii pahan ke aate hai.n
Rahat Indori
Ghazal
Irfan Sattar
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
mai.n sar-barahna rahaa phir bhii sar-kashiida rahaa
kabhii kulaah se tauqiir-e-qad nahii.n maa.ngii
Ahmad Faraz
Ghazal
barahna sar hai to azm-e-buland paidaa kar
yahaa.n faqat sar-e-shaahii.n ke vaaste hai kulaah
Allama Iqbal
Ghazal
Ahmad Mushtaq
Ghazal
sar par havaa-e-zulm chale sau jatan ke saath
apnii kulaah kaj hai usii baa.nkpan ke saath
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
hujuum-e-dahr me.n badlii na ham se vaz-e-KHiraam
girii kulaah ham apne hii baa.nkpan me.n rahe
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
jahaan-e-girya-e-shabnam se kis Guruur ke saath
guzar rahe hai.n tabassum-kunaa.n gulaab ke phuul